Ya husain ya husain ya aba abdillah

- Safdar Abbas (2013)


Bich gaya farsh e azaa, hogaya matam bapa
aati hai dil se sadaa, haye shahe karbala
karte hai matam tera, haye qateel e jafa
chand falak par dikha, aagaya maah e azaa

phir safe bich gayi matam ki sada goonj uthi..(2)
naam lene se mere dil ko aata hai chayn

Ya hussain ya hussain ya aba abdillah..(4)

1. Chaar janib se julooso ki sabeelo ki feza
aaj ghar ghar me azaa khana saja hai maula
saari duniya mein bapa hogaya matam tera
zebe tan kaale libaas
sab ke chehre hai udaas
ranj o ghum hasrat o yaas
phir safe bich gayi matam ki sada goonj uthi..(2)
naam lene se mere dil ko aata hai chayn

Ya hussain ya hussain ya aba abdillah..(4)

2. Saal bhar ghum mein tere yu'n bhi nahi dil ko chayn
chand dekha jo moharram ka utha shoro shayn
sab azadaro ke lab par hai buka haye hussain
zebe tan kaale libaas
sab ke chehre hai udaas
ranj o ghum hasrat o yaas
phir safe bich gayi matam ki sada goonj uthi..(2)
naam lene se mere dil ko aata hai chayn

Ya hussain ya hussain ya aba abdillah..(4)

3. Madar e madar e paak am
Deeda chaun seena e chaak am
Lab kuni girya bakatam
Ma azaadare Hussaini migar shaheed shabe in
Ba asmaane wafa surate nareed shabe in
zebe tan kaale libaas
sab ke chehre hai udaas
ranj o ghum hasrat o yaas
phir safe bich gayi matam ki sada goonj uthi..(2)
naam lene se mere dil ko aata hai chayn

Ya hussain ya hussain ya aba abdillah..(4)

4. Ruhe ghum deeda e maara
Dile shueeda e maara
Binigar deeda e maara
Hamesha dar ghume karbobala kunad nauha
Hamesha matame shabbir mee kunad barpa
zebe tan kaale libaas
sab ke chehre hai udaas
ranj o ghum hasrat o yaas
phir safe bich gayi matam ki sada goonj uthi..(2)
naam lene se mere dil ko aata hai chayn

Ya hussain ya hussain ya aba abdillah..(4)

5. Mere maula meri har saans tere ghum pe nisaar
Hai hawa sog me dube huwe parcham pe nisaar
Hai tere maatami maula tere maatam pe nisaar
zebe tan kaale libaas
sab ke chehre hai udaas
ranj o ghum hasrat o yaas
phir safe bich gayi matam ki sada goonj uthi..(2)
naam lene se mere dil ko aata hai chayn

Ya hussain ya hussain ya aba abdillah..(4)

6. Haye yeh chashme tasawwur jo gayi karbobala
Tere gardan pe jo chalta huwa khanjar dekha
Khaak udate hai isi ghum me sabhi ehle aza
zebe tan kaale libaas
sab ke chehre hai udaas
ranj o ghum hasrat o yaas
phir safe bich gayi matam ki sada goonj uthi..(2)
naam lene se mere dil ko aata hai chayn

Ya hussain ya hussain ya aba abdillah..(4)

7. Zikre au manzile maa hast
Matamaz hasile maa hast
Game au dar dile maa hast
Rozo Shabbar dile ma hast justujoobe Hussain
Salamo aasi biya karavi matoobe Hussain
zebe tan kaale libaas
sab ke chehre hai udaas
ranj o ghum hasrat o yaas
phir safe bich gayi matam ki sada goonj uthi..(2)
naam lene se mere dil ko aata hai chayn

Ya hussain ya hussain ya aba abdillah..(4)

8. Dile man fajlaye hay shaas
Be kun tu aadayi baayaas
Bazere parcham e Abbas
Take jaun aste biya mikuni madaye Hussain
Binigar hardu zama hast dar nawaye Hussain
zebe tan kaale libaas
sab ke chehre hai udaas
ranj o ghum hasrat o yaas
phir safe bich gayi matam ki sada goonj uthi..(2)
naam lene se mere dil ko aata hai chayn

Ya hussain ya hussain ya aba abdillah..(4)

9. Jab bhi tere pyaas pe Mazhar ne likha haaye Hussain
Maine rote huwe safdar yeh kaha haaye Hussain
Yoon laga saare jahaan me hain sada haaye Hussain
zebe tan kaale libaas
sab ke chehre hai udaas
ranj o ghum hasrat o yaas
phir safe bich gayi matam ki sada goonj uthi..(2)
naam lene se mere dil ko aata hai chayn

Ya hussain ya hussain ya aba abdillah..(4)