Who is Hussain
- Fatema Ladak (2015)
hussain -2
there is a man, a symbol of humanity and freedom of love and sacrifice.
who is this man who stood up to tyranny and cruelty, a fearless heart with unconditional love, devotion and loyalty to allah (swt)?
who is this man who fought injustice and ignorance with dignity and passion?
an example for the world.
who is this man who carried the message of ya rasoolallah?
hussain hussain hussain 2
who is hussain... who is hussain - 3
the ship of salvation... we find whilst others drown... who is this slaughtered man?...
who is hussain? - 4
who is hussain? - 3
when with sins the heart was flooded
the ark of hussain we boarded
but when our master we needed
we found our beloved beheaded
what happened to this prince? .. the hearts left in grievance... we can't stop mourning since... who is hussain - 4
every tear turns into water
yearning to quench this great martyr
weeps upon hussain his sister
seeing sat upon him shimr
lady zainab don't cry... hussain shall never die... tyranny he'll defy...
who is hussain? 4
kaun hai hussain 4
khuda ke deen ki jaan hy
makanay lamakan hy
azaan ke namaz hy
namaz ke azaan hy
mager sitam ye kia hua
bata ay dashtay kerbala
jisay kafan nahi mila
wo hai hussain 4
ajab thi asr kr ghadi
laraz rahi thi zindagi
sawar pusht par shaqi
galay py jab choori chali
kiya na rehem sihmr nay
behan k samnay jisay
shaheed kar dia gaya
wo hai hussain - 4
khuda ke kul khudae pr
hussain he ka raaj hy
gunahgar par karam
hussain ka mizaj hy
sitam k agay ba khuda
wo jiska sir nahi jhuka
salami jis ko dy qaza
wo hai hussain - 4
takallum e hussainiyat
bata rahay hain matami
yazeed mit gaya mager
hy zikr sheh ka aaj bhi
ye manta hy sab jahan
bata rahi hy ye azan
jo mar ke bhi nahi mita
wo hai hussain - 4
huwabnu murtadha hussain
huwabnu fatima hussain
safeenatun najaah hussain
wa misbahul hudda hussain
habeebu qalbe mustafa, garibu ardhi nainava, qateelu ardhi karbala
manil hussain - 3
binaau laa illah hussain
nidaau ambiya huaain
siraaju asfiyaa hussain
hayatu awliyaa hussain
makaanu hu qoloobuna, wa dhikruhu hayaatuna, haraaratu qoloobena
manil hussain - 3