Qatl alamdaar ho gaya
- Safdar Abbas (2012)
Haye Abbas....x4
Haye Abbas....x4
Mashk chidi baazu kate qatl alamdar hua
Thi labe Hussain par buka
Laachar hua main
Khaak udaye Hussain
Dashte bayaban me
Qatl alamdar ho gaya
Laachar hua main
Khaak udaye Hussain
Dashte bayaban me
Qatl alamdar ho gaya
Laachar hua main...x4
Aaj Ali ka pisar ban me akela hua
Laashe shaheedon ke hain chaaron taraf ashkiyan
Dil hain mera Karbala khak meri alqama
Kaun sahara bane zulm ke tufan me
Qatla alamdar ho gaya
Laachar hua main
Khaak.....Dashte....Qatla...
Laachar hua main(2)
Shiddate alaam se kaap raha hain badan
Aayege imdad ko shere khuda sacchikam
Bekaso laachar hain ek garibul watan
Koi masiha nahi aaj bayaban me
Qatla alamdar ho gaya
Laachar hua main
Khaak... Dashte.... Qatla....
Laachar hua main(2)
Bhai ki sunkar sada dasht ko sarwar chale
Padte huwe marsiya aankhon me aansu liye
Raah me mazlum ko bhai ke bazu mile
Ek qayamat hui tabse dilon jaan me
Qatla alamdar ho gaya
Laachar hua main
Khaak .... Dashte.... Qatla....
Laachar hua main(2)
Baazu uthate huwe bole Shahe Karbala
Deen se bezaar hain ibne shahe lafata
Zabt ke banzal sabhi toot gaye hain khuda
Koi kami ab nahi maut ke saamaan me
Qatla alamdar ho gaya
Laachar hua main
Khaak... Dashte.... Qatla...
Laachar hua main (2)
Thokre khate chale hath rakhe qalb par
Furkate Abbas me tuti huwi thi kamar
Kehte rahe har qadam qalbo jigar jaan se
Naam mera le gaya dard ke quran me
Qatla alamdar ho gaya
Laachar hua main
Khaak... Dashte....Qatla...
Laachar hua main (2)
Shah ko al mukhtasar bhai ka lasha mila
Thaam ke dil shahe di karne lage marsiya
Saath hamara abhi chhodo nahi bawafa
Karte the ehle sitam zulm ke maidan me
Qatla alamdar ho gaya
Laachar hua main
Khaak.... Dashte... Qatla...
Laachar hua main(2)
Gam tha labon par ruke kehne laga bawafa
Aakhri deedar ko baaki tha yeh silsila
Bhai ko bhai kaha jame shahadat piya
Aur badhe ranjo gam qalbe pareshan me
Qatla alamdar ho gaya
Laachar hua main
Khaak ... Dashte... Qatla...
Laachar hua main(2)
Khun me duba alam laye jo shahe zaman
Khaymo me kohram tha bhai se boli Behan
Chhodke Abbas ko aye ho kyu ghar mahan
Shah ne rokar kaha dashte bayaban me
Qatla alamdar ho gaya
Laachar hua main
Khaak.... Dashte... Qatla....
Safdar o Mazhar bhala kaise bayan hi woh gam
Bali Sakina ke the bayn ye zere alam
Laut bhi aao chacha aapko meri qasam
Hashr utha khaymae sayyedae zeeshan se
Qatla alamdar ho gaya
Laachar hua main
Khaak... Dashte.... Qatla..
Laachar hua main (2)