Nade ali
- Busheri (2014)
nade ali an aliyan ya ali
badshahe jinno bashar ya ali
sahebe shamsheer do sar ya ali
yaware mehbube khuda ya ali
zawje batul-o-zara ya ali
kun shakuno kulle khusha ya ali
burje imamat ki kamar ya ali
shafae har ranjo bala ya ali
khushtae khanjar ke pisar ya ali
aai pidare zainabe khasta jigar
aap ka farzande hussaine garib
bewatano be kaso aafat naseeb
aap ka jungle mei luta sara ghar
kasime naushad luta bekhata
phir gaey halkoom pe tege jafa
akbare guncha luta bekhata
katl hua tishna dahan bekhata
nade ali.....