Bibi madina aa gaya
- Miscellaneous (2014)
Bibi Madina a Gaya x2
Fiza se zainab ne kaha
Bibi Madina a gaya
Ale nabi ka kafela
Jab kaid se chuth kar chala
Nazdiq yasrab jab huwa,
fizza se zainab ne kaha
Bibi Madina a gaya X 2
1 Kafela da ale nabi
Cheze bande bone rawa shudh
Yasrab da chheenes dishi deshud
Fizza zainab da howe,
Bibi Madina a gaya X 2
2 Ab khatm hai apna safar
Aata hai ab mujko nazar
Wo samne yasrab nazar
Hazrat ka rowza aagaya
Bibi Madina a gaya X 2
3 Bimaro nagir natawan
Sajad karte hai bayn
Aale nabi ka kaarvan
Kaste me bheja jaayenga
Bibi Madina a gaya X 2
4 Ehle madina ayega
Baarbad hamko paayenga
Betaab sab hojaayenga
Hojaayenga mehshar bapa
Bibi Madina a gaya X 2
5 Sarwar na ayenga nazar
Akbar na ayenga nazar
Asgar na ayenga nazar
Sugra ka hoga haal kya
Bibi Madina a gaya X 2