Mere maula aane wale hain
- Shadman Raza (2011)
- Mere maula aane wale hain
Agar Houssein ké maksad sé hai vafadari
To phir Imam ki nousrate hein yé Azadari
Imame asre ko ghar mé agar boulana hein
Bass itna karna hein, farché aza bitsana hein
mere mola.............
Ghar ghar me bichha do farché aza x2
Mawla ko dena hai poursa
Ké bass maula, ané valé hein
Han meré mawla ané valé hein x2
Sadiyan gouzri ahai phiir bhy safar
Vo karbobala ka djari hein
Yé rassmé azadari hai kya
Yé nousrate ki tayari hai x2
Nassir hongué sab ehlé aza x2
mere mola.............
Djari hai azadari Sheh ki
Bachhe hai lahou mé aaj bhi tar
Ay maaon shahidon ki maaon
kourbane kiyé hain tumne pissar x2
Maula khud dengue iska sila x2
mere mola..................
Zehra ka Pisar ab aega
Azad karae ga Qaba
Aéga variss e karbobala
Badla who lega baqayyé ka x2
Hoga tamire harek roza x2
mere mola........
Ai maa o behno Sharm o haya
Aur izzat ka bhi dhyan rahe
Zehra ki mehnat ka ho khayal
Aur Zainab ka bhi maan rahe
Rakhna hai tumhe kayam parda
mere mola.......
Zehra ke pissar ke khatir ab ghar kaise sajaya hai tumne
Mahol ho Maula ke kabil
Khud unko bulaya hai tumne x2
Dar khol ke betho taqwe ka
mere mola............
Qassim ke tukron ka badla
Har sham ke pathar ka badla
Zehra ki mussibat ka badla
Zeinab ki tchadar ka badla x2
Jaao ge kahan tum Ehle Jafa x2
mere mola.........
Bin hath ghire jab ghore se
Kaisi ye mussibat thi haaye
Ghazi ki ek hi khahish hai
Maula ki zyarat ho jaae x2
Ai maut de mohlat mujh ko zara x2
mere mola.......
Maula sab se pehle lengue
Mohsin ki shahadat ka badla
Batchi ke tamachon ka badla
Sajjad ki zehmat ka badla x2
Ya Sarallah ka hai naara
mere mola...........