Amma Ki Wasiyat
- Shadman Raza (2011)
- Amma ki wassiyat
Zeinab outho x2
Shabbir barho x2
Zeinab outho Bhay ke gale ko bossa lo Amma ki wassiyat pouri ho
Shabbir barho Tum tchuno behen ke baazu ko Amma ki wassiyat pouri ho
Zeinab outho Bhay ke gale ko bossa lo Amma ki wassiyat pouri ho
Zeinab rakhna ye dhyan zara Shabbir na tanha reh jaae
Batchho ko fida tum kardena bhay pe mussibat jab aae
Ab Zeinab tum bhi saath tchalo Amma ki wassiyat pouri ho
Zeinab outho Bhay ke gale ko bossa lo Amma ki wassiyat pouri ho
Main din ko batchaoon ga Zeinab har dukh main outhaoonga Zeinab
Garden ko kathaoonga lekin garden na joukaoonga Zeina
Nana se wada poura ho Amma ki wassiyat pouri ho
Shabbir barho Tum tchuno behen ke baazu ko Amma ki wassiyat pouri ho
Sanduq me rakha tha maine lee aao who kurta meri behen
Jab laash ko meri loute to reh jaae badan par ek kafan
Poshak pourani le aao Amma ki wassiyat pouri ho
Zeinab outho Bhay ke gale ko bossa lo Amma ki wassiyat pouri ho
Gardan tchin jaae toq se jab Abid ke zakhmon ko dhona
Oummat ka parda rakhne me tchhin jaae rida to mat rona
Tum to Tathir ki wariss ho Amma ki wassiyat pouri ho
Shabbir barho Tum tchuno behen ke baazu ko Amma ki wassiyat pouri ho
Bhay hai tarapta maqtal me khaime se nikal kar ponhtso ab
Shabbir ke bessar laashe ko haathon pe outhalo ai Zeinab
Maajaae ko ab qurbaan karo Amma ki wassiyat pouri ho
Zeinab outho Bhay ke gale ko bossa lo Amma ki wassiyat pouri ho
Shabbir ka maqsad leke tchalo haq baat karo darbaaron me
Majliss ho bapa zindano me ho farshe azaa bazaaron me
Tum Karbobala ka zikr karo Amma ki wassiyat pouri ho
Shabbir barho Tum tchuno behen ke baazu ko Amma ki wassiyat pouri ho
Jaate namaaz ko Sheh lab tishna hai aur tan zakhmi
Kehte qamar Maula inn se reh jaae Namaze Shab na kabhi
Bhay ko shabon me yaad rakho Amma ki wassiyat pouri ho
Zeinab outho Bhay ke gale ko bossa lo Amma ki wassiyat pouri ho