Haye Abbas Mere

- Miscellaneous (2014)



Jukta huwa alam jo nazar aya shah ko. 
Wapas jo dekha nehr pa ate sipah ko. 
Bole hussain kaise ke aik lambhi aah ko. 
Benur kardiya mere bhayi nigaah ko. 
(Haye abbas mere, hay alamdar mere) x2
(Chalgayi bazu tere) x2 
Kalb pe talwar mere 
(Haye abbas mere, hay alamdar mere) x2

1 Bund pani ke liye haat katane wale. 
Pyaase bacho ke liye khun bahane wale. 
(Kisliye sogaya tu) x2 
Nehr pe gamkhwar mere 
(Haye abbas mere, hay alamdar mere) x2

2 Tere dam pe mere lashkar ka bharam baki tha. 
Ay alamdar tere sath alam baki tha 
(Kardiya tanha muje) x2 
Tune madadgar mere 
(Haye abbas mere, hay alamdar mere) x2

3 Juk gayi meri kamar phat gaya sina mera. 
Jis gari kat ke gira khak pe bazu tera 
(Senkhro tir kale) x2 
Je se huwe saar mere 
(Haye abbas mere, hay alamdar mere) x2

4 Pani jis dam se bhara khun bahayaa us wakt. 
Mashke ke sath jigar karliya zakhmi apna 
(Tere kurban gayaa) x2 
Me to wafadaar mere 
(Haye abbas mere, hay alamdar mere) x2

5 Alatash ki ye sadaa tum bhi to sunte hote. 
Khaymo me aaho bukaa tum bhi to sunte hote 
(tu fisha gham me tere) x2 
hyder o diwaar mere 
(Haye abbas mere, hay alamdar mere) x2

6 Khali kuzo me bhare bacho ne ansu apne. 
Kehti hai bali sakina koyi faryad sune 
(legaya chin ke zur) x2 
Shimr sitamghaar mere 
(Haye abbas mere, hay alamdar mere) x2

7 Inse sikhe koi shabbir ki nusrat karna. 
Mayi ni hajre risaalat ki hifazaat karna. 
Aaj bhi parchame abbas hai aage aage 
inki miras me ayaa hai kayadat karnaa.
(Haye abbas mere, hay alamdar mere) x2

8 Bole sheh hashr talak rasm rahengi jaari. 
Foje duniya me jahaa bhi meri matam dari 
(Tum jalooso ke ho ba) x2 
kafela salaar mere 
(Haye abbas mere, hay alamdar mere) x2

(Chalgayi bazu tere) x2 
Kalb pe talwar mere 
(Haye abbas mere, hay alamdar mere) x2