Noha Tha Yeh Zainab Ka
- Batul and Fatima Dhamani (2011)
Nawha tha ye zainab-e ka. Kayd-e ho ke jaati hu) x2
Lut gayi meri duniya
(Nawha tha ye zainab-e ka. Kayd-e ho ke jaati hu) x2
1 (Chalbasa mera bhayi, me hu or tanhayi) x2
Koi bhi nahi apna, kayd-e ho ke jaati hu
(Nawha tha ye zainab-e ka. Kayd-e ho ke jaati hu) x2
2 (Jalti ret-e par asghar, nind-e agayi kyu kar) x2
Tap raha hai ban sara, kayd-e ho ke jaati hu
(Nawha tha ye zainab-e ka. Kayd-e ho ke jaati hu) x2
3 (Jab se jalgaye khayme, sehme sehme he bache) x2
Zulm-e karte hai ada, kayd-e ho ke jaati hu
(Nawha tha ye zainab-e ka. Kayd-e ho ke jaati hu) x2
4 (Sadke tumpe majayi, mere be kafan bhayi) x2
Kayse chen-e ayenga, kaid-e hoke jaati hu
(Nawha tha ye zainab-e ka. Kayd-e ho ke jaati hu) x2