Ya Habibi Ya Hussain
- Meesum Abbas (2008)
YA HUSSAINA YA IMAMAL MAZLUMEENA YA HUSSAINA YA IMAMAL MASUMEENA
YA HUSSAINA
(YA HABIBI YA HUSSAIN YA SHAFI YA HUSSAIN) X2 YA GHARIBI YA HUSSAIN
HE WAS HUSSAIN THE GRANDSON OF PROPHET MUHAMMAD, SALALLAHU ALAYHI WASALLAM
HUSSAIN MERCY UPON MANKIND, SAVIOUR OF ALL MANKIND
YA HABIBI YA HUSSAIN YA SHAFI YA HUSSAIN (2) YA GHARIBI YA HUSSAIN
RAB KI RAZA SE JISNE GARDAN KATAYI, DEEN-E- NABI KI JISNE LAAJ BACHAYI
HAR GHAR MEI JISKA FARSHE MATAM BICHA HAI (2)
ROTI HAI JISKE GHAM MEI SARI KHUDAAI
YA HABIBI YA HUSSAIN
YA HABIBI YA HUSSAIN YA SHAFI YA HUSSAIN (2) YA GHARIBI YA HUSSAIN
MEHMA(N) GHAR KE USKO KUFA BULAAYA BAYYAT-E-YAZID KA WOH MASLA UTHAAYA
BOLE HUSSAIN KABI MEI NAA KARUNGA (2)
SAJDE MEI JISNE APNE SAR KO KATAYA
ZEHRA AUR HAIDER JISKA JHULA JHULAYE, KHATM-E-MURSAL BHI JISKE NAAZ UTHAAYE
KHAALI SAWAALI JISKE GHAR SE NAA JAAYE (2)
HAL MIN KI DETA HAI WOH BAN MEI SADAAYE
AKBAR SA BETA DIYA GHAZI SA BHAAYI, LUTI GAYI HAI RAN MEI JISKI KAMAAYI
AB BHI GAWA HAI USKI SHAAM-E- GHARIBAA (2)
APNE LAHU SE SHAMMA DEEN KI JALAAYI
KOYI NAA DEKHA HAMNE AISA NAMAAZI, DEEN-E-NABI PE JISNE HAR SHAY' LUTAYI
PHOOL BAHATAR DIYE RAAHE KHUDA MEI (2)
SAB KUCH LUTAKE KIYA ALLAH KO RAAZI
"JAWAAD-O-MESUM" USKA MATAM HAI GHAR GHAR, ROYE JANAAZE JISNE PYAARO KE DIN BHAR
PHERA GAYA HAI JISKI GARDAN PE KHANJAR (2)
CHINI GAYI HAI JISKI BEHNA KI CHADAR