AE ALAMDAR-E HUSSAIN
- Miscellaneous (2014)
AE ALAMDAR-E HUSAIN
AH UFTAZ-E SITAM. DASHT-E ALAMDAR-E HUSAIN.
AE ALAMDAR-E HUSAIN (6)
AY BAHAN, AY BAHAN, MATAM-E ABBAS-E ALI KI JO BAPA.
KARTE THE, KARTE THE PIT-E KE SAR HAZRAT-E SHABBIR BUKA
HO GAYA KATL-E MERA BHAYI NAHI DIL KO CHAIN
BI KHABAR, BI KHABAR, PEHLE YUHI FAZLE ALAMDAR HUE
CHADARE, CHADARE GIR PADI SUINKE HARAM KE SAR SE
KARTI THI AA NABI JAAKE YE SHABBIR SE BAIN
AI BAHAN, AI BAHAN, TERE BIRADAR KI KAMAR TUT GAYI
BHAYI KA, BHAYI KA PYAAR MERI KUWAT E DIL CHUUT GAYI
KYU NA MATAM KARU SAR PITU KARU ROKAR BAIN
KHAYME KE, KHAYME KE DAR PE ABHI TAK HAI SAKINA, ZAINAB
YE KHABAR, YE KHABAR SUNKE NA MARJAYE HAZINA, ZAINAB
KIS TARHA USKO BATAAYE GA YE MAZLOOM HUSAIN
HAI KAHA, HAI KAHA ZAUJAAE ABBAS YAHA BULWAAO
PURSA HUM, PURSA HUM DENGE UNNE BACHO KO BHI LE AAO
HAAI DUNIYA SE UTHA MURTUZA KA NOORE AIN