KHAIMA-E-SADAAT SEH UTTA DHUWA
- Miscellaneous (2014)
KHAIMA-E-SADAAT SEH UTTA DHUWA
1) DHAAL GAYA DHIN KATAAM LARAYI HOWI,
MAUT KI KHAMOSHI HAIN, CHAAHI HOWI,
CHAAKH GIRBAAN, KUDAAI HOWI,
KHAAKH BASAAR FATIMA, JAYI HOWI,
LAARZI ZAMEEN KHAMP UTTA ASMAAN.
2) NOOR NAZAAR AJH DULARE GAYE,
ZAINAB-AY DILGEER KE PYAARAI GAYE,
SHAH KE ANSAAR BHI MAARE GAYE,
AJ BHI WOH DILBAR SAHARE GAYE,
DHOOND LIYA MOUT NEH YEH KARAVAN.
3) KHOON HAIN SHEARE JALLI KAH ALAAM,
HOGAYA SHABBIRE KAH SAAR BHI KALAAM,
KUSHIYAAN MAN LAGI FOJE SITUM,
GHAAM SEH TABAH HAAL HAIN ALE HARAAM,
LOOT GAYI KHOYNAIN KI SHAHZADIYAH.
4) AWN-O-MOHAMMED NAHIN, AKBAR NAHIN,
SARWAAR-O-ABBAS, DILWAAR NAHIN,
HY KOYI MONSOR YARWAAR NAHIN,
KHAYMEI MAIN NAHIN, MAKNOW CHADAAR NAHIN,
DASHT MAIN HAIN ALE NABHIE BE AMAAR.
5) MADAAR-E-AKBAR KAH AJAAB HAAL HAIN,
DEHTA HAIN JAAB KOYI TAHSALLI USE,
KAYTI HAIN DIL TAAMPH KE ROOTE HOWE,
KHOGAYE IS BAAN MAIN SAHARE MERE,
MAARGAYA HY MERA KARIYAL JAWAAN.
6) MAA HU HAAR IK RAANJH UTTA UNGI MAIN,
ROOTE HOWE KHUD CHALLI JAHWO GI MAIN,
DHOOND KE BAYSHEER KO LAHUNGI MAIN,
USKE BINA JI NAHIN BAHOO GI MAIN,
RAIGAYA HY MERA BACHA KAHAAN.
7) HY YEH BECHAARGI YEH BEKAASI,
DAITA NAHIN USKO DILSAAH KOYI,
DAARMIYAH LASHO KE AKELI KAARI,
KAYTI HAIN BACHI KOYI SAYMI HOWI,
DHOOND NE JAOW TUMHAIN BABA KAHAN.
8) HAI YEH GOHAAR AZMAAT-E-BINT-E-ALI,
SAAB KO SAMBHALLA BHI HIFAAZAT BHI KI,
GHAAM MAIN SHEH-E-DEEN KE BHI ROOTI RAHEE,
MAMTA PE AANCH BHI AANE NA DEE,
MAA TOH HAIN BUS AWN-O-MOHAMMED KI MAA.