Zuljanah ay zuljanah
- Irfan Haider (2002)
Ay Zuljana Ay Zuljana
Rahawari ke sumo se lipat kar. Karti thi bain Bali Sakina.
(Ay Zuljana Ay Zuljana)x2
Ran me na baba ko lay ke jaa
- Kya tuje maloom nahi dasht hai kaisa jo bhi gaya hai wo palat kar nahi aya
- Meine watan tashna dahan or ye mazalim aise bure wakt me tujpe he ye lazim
- Ek kadam tune barhaya jo yahan se bali sakina bhi guzar jayengi jaa se Ab man le kehna baba kona layja
- Dekh tere peiro se lipti hai sakina Dur agar mujse huwe shah e madina
- Kitne naye zakhm muje denge sitamgaar baap ka saya jo utha aspe wafa dar
- Dekh zara koyi mere paas nahi hai tujko yatimi ka bhi ehsas nahi hai.
- Muj se bichar jayenga jab baap ka sina Khakh pe soyengi bhala kaise sakina
- Darde judayi bhi sahan tashna labi bhi mai tera ehsan na bhoolungi khabhi bhi
- Mai mera tan tashna dahan aur ye mazalim. Aise bure wakht me tujpe hai ye lazim
- Ek kadam tune barhaya jo yahan se bali sakina bhi guzar jayengi jaa se
Ab man le kehna baba kona layja
Kehti hai Sakina
(Ay Zuljana Ay Zuljana)x2
Ab man le kehna baba kona layja
Kehti hai Sakina
(Ay Zuljana Ay Zuljana)x2
Kehti hai Sakina
(Ay Zuljana Ay Zuljana)x2
Ab man le kehna baba kona layja
Kehti hai Sakina
(Ay Zuljana Ay Zuljana)x2
Ab man le kehna baba kona layja Kehti hai Sakina
(Ay Zuljana Ay Zuljana)x2
Ab man le kehna baba kona layja
Kehti hai Sakina
(Ay Zuljana Ay Zuljana)x2
Ab man le kehna baba kona layja
Kehti hai Sakina
(Ay Zuljana Ay Zuljana)x2
Ab man le kehna baba kona layja
Kehti hai Sakina
(Ay Zuljana Ay Zuljana)x2
Ab man le kehna baba kona layja
Kehti hai Sakina
(Ay Zuljana Ay Zuljana)x2
Ab man le kehna baba kona layja
Kehti hai Sakina
(Ay Zuljana Ay Zuljanah) x2