Kaam mushkilon me aye

- Miscellaneous (2014)


Saari dunya bhulaae , usse kuch bhi nabhaae, Bane jiska sahara Ali Ali

Qudrat ki banaayi har sheh par, tu puri tarha se ghaalib hay

Murda zinda ho ke jaae, suraj bhaaga bhaaga aae (x2)

Djo ho tera ishaara Ali Ali

Dar asle sitare ka maqsad, kuch logo ko tarpana hay

Dil ki dadkane barhay, na djagae na soulae

Kehta djaae sitara Ali Ali

So tsand ni tshaavar tsand kare, kadmon mein bitsaa jaae suraj

Aysa modjiza dikhaae, kuch samadj mein na aae

Wohi Rab ka dulhara Ali Ali

Farraar ye lashkar dekh ke ek , har tsalthi dile paygambar mein

Sab se sar ko djukaae, kabhi jibril aae

Aur ghundja ye naara Ali Ali

Oun tsehro pe laanat barsegi, ye haalat hogi mehshar mein

Khare ho ye sar djukaae, aur kare ye Haay Haay

Nahin jinko ghavaraa Ali Ali

Kyoun djaata bhalaa mein idhar oudhar, jab Mawla ka diwana tha,

Mein thaa aass lagaae, koy raah dikhaae,

Tabhi dil ne pukaara Ali Ali

  1. Aaghosh Abu Talib ki tarha, Kaaba bhi tumhara Talib hay
  2. Hay achi tarha maaloum usse, kiski chokhath par djaana hay
  3. Woh jiske ek ishaare par, Maghrib se palath aae suraj
  4. Mushkil ki ghari jab aal pari, Islam par jange khaybar mein
  5. Iss dehr mein jinke shaam sahar, kath te hay buzae haydar mein
  6. Dar dhound raha tha Haydar ka, mudj shehre ilm jaana tha
  7. Honthon pe Ali ka naam rahe, iss jism mein jab tak jaan rahe,

Naayaab hamaara tan man dhan, Sab mawla par kurban rahe,

Mawt humko na aae, jab na pfir se dikhaae,

Rab rauza tumhara Ali Ali