Naame abbas wasila hai
- Miscellaneous (2014)
Naam-e Abbas
Naam-e abbas-e wasila Hay har duwa ke liye. Isme azam he ye momin Ki iltija ke liye.
Naam-e abbas-e wasila.....
1. Mansha ye zehra iraada Ye ali hukme jali. Saaniye jaafar-e tayyar-e he ghairat ka wali. Khud chunaa khaa like akbar (x2) ne hay wafaa ke liye
Naam-e abbas-e wasila.....
2. Koi maan-e ya na mane. Hay ye imaan-e mera. Naam-e Abbas-e hai bakshish. Ka he samaan-e mera. Chasma ye faiz-e he ye dar (x2) har ik ataa ke liye
Naam-e abbas-e wasila.....
3. Baad-e ye sher-e imam. Ke jo bhi aayenge. Jo bhi mangeng-e kasam hak. Ke wo miljaayenge. Nusbaye kimiya he naam. Har ik-e shafaa ke liye
Naam-e abbas-e wasila.....
4. Kahaa shabbir-e ne zainab. Se jo ye khush hokar. Me hu akaa jo sabra ka. Wafaa ka hai kamar. Fakhre haroon-e pe ayaa (x2) he karbala ke liye
Naam-e abbas-e wasila....
5. Did-e karta hu alam par. To kalam rukhta hai. Yaad-e aata he jo gazi. Muje yu lagta hai. Ab bhi rota hai ya zainab (x2) teri ridaa ke liye
Naam-e abbas-e wasila....
6. Hum ko roze pe bulawo. Meray akaa Abbas. Chumalay aak-e zari ko. Mera akaa Abbas. Behra Masum-e sakina (x2) ki iltijaa ke liye.
Naam-e abbas-e wasila....
7. Jab bhi ghaazi ke alam par kabhi parjaae nazar (x2)(apne haatho ko) x2 uthao sabhi dua ke liye
Naam-e abbas-e wasila.....
8. Kyu na ho name alamdar jahame uncha (x2)(isko maanga hi tha) x2 haider ne karbala ke liye
Naam-e abbas-e wasila....
9. Mangna hai jo alamdaar ke dar par maango (x2) (mojiza naam hai) x2 ye darde laa dawa ke liye
Naam-e abbas-e wasila...
10. Maango abbas se tum deke sakina ki qasam (x2) (yehi ek khaas) x2 tariqa hai har ata ke liye
Naam-e abbas-e wasila...
11. Bole abbas sakina se hu may sharminda (x2) (muje khaime me) x2 na lejaaiyo khuda ke liye
Naam-e abbas-e wasila...
12. Bole abbas ye zainab se abhi zinda hu (x2) (hai salamat mere) x2 baazu teri rida ke liye
Naam-e abbas-e wasila...
13. Tere roze ka may ek baar karu bas deedar (x2) (may waha aau mere) x2 dil ki har dua ke liye
Naam-e abbas-e wasila....
14. Ab bhi maqtal ki fizaao me hai zahra ki sada (x2) (marhaba ay mere) x2 ghazi teri wafa ke liye
Naam-e abbas-e wasila....
15. Tujko zahra ki qasam meri murade bharde (x2) (sar jukaaya hai tere) x2 dar pe bas dua ke liye
Naam-e abbas-e wasila...
16. Ab bhi aati hai ye naqvi ko sada kaano me (x2)(ab bhi roti hai) x2 sakina yuhi chacha ke liye
Naam-e abbas-e wasila...