Har azadar se
- Fatema Ladak (2016)
HAR AZADAAR SE SAJJAD YAHI KEHTA HAI
SHAAM KA NAAM NA LO ANKHO SE KHOON BEHTA HAI
DHOOP HAR SAMT CHAAYI HAI GHUM KI, KAB MILLA
HUMKO KOI SAAYA HAI
SHAAM KA..........
MEI NE CHIN TE HUWI DEKHI HAI PHUPI KI CHADDER
KAISE ZAALIM NE UTAAHRE HAI SAKINA KE GOWHAR
HASR TAK JO MUJE RULAAYE GA BAA KHUDDA BAS YEH WOH HI LAMHA HAI
SHAAM KA.....
KHADH KHAANE MEI KESAA AAYI BEHEN KO MERI
HAA BANDHE HAATO SE DAFNA YI THI MAYYAT USSKI
DAFN JAB SE KIYA HAI KHAWHAR KO, IBNE SHABIR ZINDAA LAASHA HAI
KIS TARHA SE BATAOU WOH MANSAR GHUM SE DIL MERA PHAT NE LAGTA HAI
SHAAM .......
KARBALA MEI HAI MILLE MUJKO HAZAARO SADME
EK HI DEEN MEI UTHAYE HAI BEHATTAR LAASHE
YAAD KARTA HU JAB MEI WOH LAMHE AB BHI SEENE MEI DARD HOTA HAI
SHAAM......
SHAAM KI RAAH MEI NAAKO SE GIRRE JO BACHE
SAAMNE MAA O KI NAZRO KE MARRE WO BACHE
AUR SITAM YEH BHI KE NAHI HAI KHABAR DAFFAN KIS JAA PAY KIS KA LAASHA HAI
KHOWL TAA PAANI KAHIN PAR KAHIN PATTHAR PHEKAY
ZULM AYSAY TU KISI PAR NAHI HOTAY DEKHAY
KAYSA YE AJR HAY RISALAT KA,HUM KO HAR MOOR PAR SATYA HAY
JAB RIHAA HO KAY CHALE AHL E HARAM ZINDAAN SE
MAA SAY TURBAT KO SAKINA KE CHURAYA KAYSAY
AAJ BHI YAAD KARKE WO MANZAR GHUM SE DIL MERA PHAT NE LAGTA HAY