Main Asghar hoon amma
- Shahkar Abbas (2015)
Main asghar hoon amma(4)
souz
Amma amma amma zara dekho idhar main hoon naize par huwa tan se juda mera nanha sa sar amma amma
Main Asghar hoon amma(4)
1.mujhe le gaye jab run me baba(2)
maa tum ne yahi socha hoga
serab mera hoga bachcha maa mukhtal me aisa na huwa main pyasa hoon amma
Main Asghar hoon amma(4)
2.mujhe ekk khatra na mila pani roti rahin moujen darya ki(2) makhtal me meri woh halath thi jis tarha tadapti hai machli yoon tadpa hoon amma
Main Asghar hoon amma(4)
3.main hujjathe haq ka tha dilber (2)tha mujh may rawa khoone hyder thi tashna labi mere hotoon par lakhoon ko phirbi huns huns kar rulwaya hoon amma
Main Asghar hoon amma(4)
4.woh mujh pa huwi hai joro jafa(2) ta hashr zamana roye ga main teere sitam se nehr huwa aada ne mujhe pir zibha kiya khoon roya hoon amma
Main Asghar hoon amma(4)
5.meri laash hai jalti reti par(2) hai nouke sina par mera sar maa samne tum ho be chadar kin ankho dekhoon yeh manzer main bachcha hoon amma
Main Asghar hoon amma(4)
6.jab pheri thi main ne sukhi zaban (2)uss wakht thi mere hotoon pe jaan lashkar mena tha koyee insaan pilwata mujhe pani amma main tashna hoon amma
Main Asghar hoon amma(4)
7.yaad aayegi amma jub meri(2) tum he ekk pal neend na aaye gi kuch rakh uthalo jhoole ki kuch der sukhoon dilwaye gi ma jaya hoon amma
Main Asghar hoon amma(4)
8.zahid yeh tere nohey ka safar (2)
shahkar ke lehje ko le kar pohchega jo khabre sarwar par goonje gi ye aawaze asger main pyasa hoon amma
Main Asghar hoon amma(4)