Meri fizza
- Mir Hasan Mir (2007)
Meri fizza
(Meri fizza) x6
(Boli Zehra Zainab ka yun saath nibhaana) x3
(Aghyaar ke majme mein) x2
Fizza tu ridaa banke, Zainab ko chhupana
(Boli Zehra Zainab ka yun saath nibhaana) x2
- Pehli manzil to Kerbala he magar, Saath abbas bhi wahaan hoga
- Tashnagi had se barh gayi hogi, Chhote bachhon ko woh sambhaalegi
- Mujh ko maalum he yateemi mein, Log jab rokte hein rone se
- Kaafla jab chalega sehra se, Koi maqtal mein choot jaayegi
- Tashnagi had se barh gayi hogi, Chhote bachhon ko woh sambhaalegi
- Sunke binte nabi ki baton ko, Boli saqlain fizza zehra se
Dard karbobala ka apni jagah, zakhm mujhe shaam ka he ran fizza
(Khud dekh chuki hun mein) x2
Mushkil he bohot fizza, Darbaar mein jaana
Boli Zehra Zainab ka yun saath nibhaana
Apne hisse ka aab bhi zainab, Pyaase bachhon mein baant daalegi
(Khud apne hi hisse se) x2
Kuchh paani bacha phir tum, Zainab ko pilaaana
Boli Zehra Zainab ka yun saath nibhaana
Us ghari dil pe kya guzarti he, Mein samajhti hun dukh sakina ke
(Dil kholke baba ki) x2
Mayyit pe woh role to, Mayyit se uthaana
Boli Zehra Zainab ka yun saath nibhaana
Us se pehle ke pohonche zainab tak, Shimr ke haath aayegi bachhi
(Tab shimr ke haathon se) x2
Tum mere Sakina ke, Baalon ko churana
Boli Zehra Zainab ka yun saath nibhaana
Apne hisse ka aab bhi zainab, Pyaase bachhon mein baant daalegi
(Khud apne hi hisse se) x2
Kuchh paani bacha phir tum, Zainab ko pilaaana
Boli Zehra Zainab ka yun saath nibhaana
Hamse bibi yahi guzarish he, Jitne waade kiye he fizza ne
(Mein kaise nibhaati hun) x2
Un shaam ki galiyon mein, Tum dekhne aana