Ro raha hai khud

- Mir Hasan Mir (2007)


Ro raha hai khud

(Haay Sakina) x5

(Roraha hai khud andhera Shaam ke zindaan mein) x3

  1. (Rehgayi tanha Sakina) x2
  2. Shaam ke Zindaan mein

    (Roraha hai khud andhera Shaam ke zindaan mein) x2

  3. (Margayi ye kehte kehte be watan pardes mein) x2
  4. (Kya nahin aayenge baba) x2

    Shaam ke zindaan mein

    (Roraha hai khud andhera Shaam ke zindaan mein) x2

  5. (Lehjaaye Shabbir mein lori sunane ke liye) x2
  6. (Khuld se aati he Zehra) x2

    Shaam ke zindaan mein

    (Roraha hai khud andhera Shaam ke zindaan mein) x2

  7. (Beriyon ke shor mein zanjeer ki jhankaar mein) x2
  8. (Uth raha hai ik janaaza) x2

    Shaam ke zindaan mein

    (Roraha hai khud andhera Shaam ke zindaan mein) x2

  9. (Saahib-e-aulaad jaakar khud hi andaaza kare) x2
  10. (Mu(n) ko ata hai kaleja) x2

    Shaam ke zindaan mein

    (Roraha hai khud andhera Shaam ke zindaan mein) x2

  11. (Dekh kar maasum ke lab par tamaachon ke nishaan) x2
  12. (Mot ko aya paseena) x2

    Shaam ke zindaan mein

    (Roraha hai khud andhera Shaam ke zindaan mein) x2

  13. (Is tarah taqseem baanu ki kamaayi hogayi) x2

(Dasht mein Asghar Sakina) x2

Shaam ke zindaan mein

(Roraha hai khud andhera Shaam ke zindaan mein) x2

Shaam ke zindaan mein