Laila ke dil se pucho

- Imran Datoo (2018)


Sajjad ko bhula na kabhi shaam ka bazaar
Zainab sare darbar
Ajaayie imdad ko, ya haidare karrar, sajjad hai beemaar

1. Rote hai to khun aankhon, se behta hai subho shaam, ye ranj ye aalaam
Gardan mein gira(n) tauq hai, paaon mein chube khaar, sajjad hai beemaar

2. Zainab ke khule sar ko jo dekha to pukaare, ham lut gaye saare
Khu(n) pusht se jaari hai ke hai durro(n) ki bochaad, haaye aabide beemaar

3. Neze pe hai jo baap ka sar khun mein jo tar hai, qayamat ka safar hai
Sone nahi deti hai ye zanBete ki mawt ka gham, sehti hai kaise maadar, layla ke dil se pucho
Is gham pe, sabr kar na shikwa na lana lab par, layla ke dil se pucho

1. Kohram ek bapa tha meda'n laraz utha tha
Atthara saal wala meda'n main jo gaya tha
Kaise khabar suni thi aata hay nayze kha kar laila k dil se pucho

2. Guzri thi kia qayamat akbar se thi adawat
Kya bataye koi ek maa ke dil ki haalat
Sehti thi kia aziyyat dil kis qadar tha muztar laila ke dil se pucho

3. Gham ki fazaa se kaise khud ko nikalti thi
Bay chain dil ko apne kaise sambhaalti thi
Naize ki zad main tha jab seena tumhara akbar laila k dil se pucho

4. Sehra agar sajana bhayya hamain bulana
Sughra ne khat main likha ham ko na bhuul jana
Sughra ke khat ko sun kar chalte the dil pe khanjar laila k dil se pucho

5. Khemy main leke lasha kaise gaye the maula
Seene pe zakhm akbar jab aapke laga tha
Khemy se ran ki janib kaise gaye the sarwar laila k dil se pucho

6. Zainab ne jisko pala us naujawan ka lasha
Haathoon pe shaah e deen k ik maan ny kaisy dekha
Pur dard hai ye manzar kaise likhun main qaisar laila k dil se pucho
jeer ki jankaar
Ay qul ke madadgaar

4. Darbaare yazidi mein khade the sabhi saadaat, haaye zulm ki wo raat
Zainab khule sar kehti thi ajaao alamdaar, sajjad hai laachaar

5. Dukhiya thi sakina tha lahu aankho se jaari, ro ro ke pukaari
Rukhsaaro par ab tak hai tamacho ke bhi asaar, suno aabide beemaar

6. Safdar wo sakina ka tadapna hai qayamat, aur dhoop ki shiddat
Jallaad hilaa deta hai zindaan ko har baar, sajjad hai beemaar