Fakhre maryam be rida hai
- Hassan Sadiq (2017)
Zainab kuja... bazaar kuja...(3)
Fakhre mariyam be rida hai sham ka bazar hai
Sajjra ha darbar hai....
Sham ka bazar hai
bheedh hai bazariyo ki..(2)
Sajjra ha darbar hai....
Sham ka bazar hai
Fakre mariyam be rida hai sham ka bazar hai
1. Kaise guzregi ali ki betiya bazar se ..2
Sang bari horahi hai rasta dushwar hai
Bhid hai bazariyo ki..(2) sajraha darbar hai
Fakre mariyam be rida hai..
2. Bas na chalta tha magar abid se wo kehti rahi ..2
Maarta hai kyu tamache mujhko ye badkaar hai ...
Bhid hai bazariyo ki ..2
Sajjraha darbar hai....
Sham ka bazar hai ...
Fakre mariyam be rida hai..
3. Maa siwa sajjad ke mere bacha koi nahi..(2)
Yu na maro zalimo bimar hai lachar hai....
Bhid hai bazariyo ki ..2
Sajraha darbar hai...
Sham ka bazar hai...
Fakre mariyam be rida hai .....
4. Mas'ala ye hai ke tumne usko pehchana nahi..(2)
Jisko baaghi keh rahe ho khuld ka sardaar hai
Bhid hai bazariyo...2
Sajraha darbar hai
Sham ka bazar hai...
Fakre mariyam be rida hai
5. Rubaru baba ke apne jo na boli thi ameer..(2)
teen din deti rahi bazaar me nirwaar hai
Bhid hai bazariyo..2
Sajraha darbar hai
Sham ka bazar hai
Fakre mariyam be rida hai.2
Sajraha darbar hai sham ka bazar hai