Ya Ali (AS)
- Ali Safdar (2008)
Ya Ali (AS)
(Ya Ali ya ali ya ali madad) x5
(Yaad karo, yaad karo, jang-e-khayber yaad karo) x2
Yaad karo, yaad karo, hashr ka manzar yaad karo
Yaad karo, yaad karo, (naar-e-haider yaad karo) x2
Nara haideri,
ya ali ya ali ya ali madad, maula ali madad
madad madad madad ya hussain
madad ya imam madad ya imam mujahidul hussein
- Ham intezar karte hai (apne imam ka) x2
- Bandhi huwe saro(n) se hai (kafan hai mujahideen) x2
- hogi shuaa-e-noor ki (talwar hath me) x2
gunjayga kerbalai (rajaz kainat me) x2
pani kebadlay khoon (bahega farat me) x2
ayegi alqamah se sada ya ali madad - lashkar barhenge parchame (abbas ke talay) x2
zulm o sitam ke baqi (rahenge na silsilay) x2
naslon se kate jainge (kufar ke galay) x2
hogi hamare sath jo abbas ki madad - gardish me hogi aik ye (aawaz char su) x2
aaya jo ab tabassume (asghar ke ru baru)) x2
gardan se hurmala ki (baras jayega lahu) x2
hogi ama(n) na zulm ki khatir Koyi madad - sab jaa(n) nisar kehte hain (din raat al-ajal) x2
ab ghaib ko huzoor se (mola mere badal) x2
tere zuhoor me hai (sabhi mushkilo ka hal) x2
is aakhri jihad me de aakhri madad - seena figar hai ali (akber ke gham gusar) x2
aankhon me intiqam e (jawan ka lye gubar) x2
maqtal me phir rahe hain (paye deed-e-zulfiqar) x2
har gham gusar chahta hai sarwari madad - abbas e naamdar ke (baazu ka wasta) x2
asghar ka aur akber e (mehroo ka wasta) x2
shabbir tere khoon ki (khushboo ka wasta) x2
har pe "abad" ko chahiye taakhir ki madad (ya ali madad) x2
Izn-e-jihad ke liye, (khayrul anaam ka) x2
Markaz jo hashr tak hai (khuda ke nizaam ka) x2
Maqtal mei unse caalti hai zindagi madad
(Ya Ali madad) x2
ya ali ya ali ya ali madad, maula ali madad
madad madad madad ya hussain
madad ya imam madad ya imam mujahidul hussein
Amaada-e-jihaad hai (sab khuld ke maqeen) x2
hain chashme intizar me (wo zaat-e-haseen) x2
mehfooz hai jo ghaib me sab se bari madad
(ya ali madad) x2
ya ali ya ali ya ali madad, maula ali madad
madad madad madad ya hussain
madad ya imam madad ya imam mujahidul hussein
(ya ali madad) x2
ya ali ya ali ya ali madad, maula ali madad
madad madad madad ya hussain
madad ya imam madad ya imam mujahidul hussein
(ya ali madad) x2
ya ali ya ali ya ali madad, maula ali madad
madad madad madad ya hussain
madad ya imam madad ya imam mujahidul hussein
(ya ali madad) x2
ya ali ya ali ya ali madad, maula ali madad
madad madad madad ya hussain
madad ya imam madad ya imam mujahidul hussein
(ya ali madad) x2
ya ali ya ali ya ali madad, maula ali madad
madad madad madad ya hussain
madad ya imam madad ya imam mujahidul hussein
(ya ali madad) x2
ya ali ya ali ya ali madad, maula ali madad
madad madad madad ya hussain
madad ya imam madad ya imam mujahidul hussein
ya ali ya ali ya ali madad, maula ali madad
madad madad madad ya hussain
madad ya imam madad ya imam (mujahidul hussein) x4