Ab na aaoge palat kar
- Mirza Rehan Ali Firdosi (2017)
sugrah ne roo kar ye kaha ....(2)
ab na aaoge palath kar ye bathaa the jaathe.....(2)
mujhko ehsaas yatheemi...(2) ka dilaathe jaathe
ab na aaoge palath kar ye bathaa the jaathe.....(2)
qafela karbolbala jab chala boli sugrah...(2)
kam se kam mera janaaza...(2) tho utaa the jaathe
ab na aaoge palath kar ye bathaa the jaathe.....(2)
my hun beemaar my marjaon tho mere baba...(2)
qabr banni hai kahan ...(2) ye tho bata the jaathe
ab na aaoge palath kar ye bathaa the jaathe.....(2)
kab talak raha takun ashq bahaon kab tak...(2)
kab talak aaoge ...(2) akbar ye batha the jaathe
ab na aaoge palath kar ye bathaa the jaathe.....(2)
mujhko baaraat me le jaana nahi gar manzoor
kam se kam saamne ...(2) sehra tho sajaa the jaathe
ab na aaoge palath kar ye bathaa the jaathe.....(2)
bhaiya asgar ko my kuch aur julaalon jhula...(2)
apni maa se kaha ...(2) sugrah ne ye jaathe jaathe
ab na aaoge palath kar ye bathaa the jaathe.....(2)
baad me haat nahi honge qabar hai mujhko ...(2)
ghod me apni bhathijee....(2) ko utaathe jaathe
ab na aaoge palath kar ye bathaa the jaathe.....(2)
kis se poochun ke hai pardes me kaisa kunba ....(2)
koi miltha hi nahi.....(2) karbala aathe jaathe
ab na aaoge palath kar ye bathaa the jaathe.....(2)
jaake zindaan me banani hai sakeena ki lehed...(2)
usse pehle tho..(2) lehed meri banathe jaathe
ab na aaoge palath kar ye bathaa the jaathe.....(2)
dek maroof ke rehan se kehtha hai koi ...(2)
aake majlis me tho ...(2) ye noha sunaathe jaathe
sugrah ne roo kar ye kaha ...(2)