Qaid khane me nauha sakina ka tha
- Ali Shanawar and Ali Jee (2018)
Baba..Hussain.. (2x)
Baba..
Sun rahe ho sadaa Baba jaan..(2x)
Baba Jaan..
Hum kahan agaye, ghar kahan reh gaya (2x)
Qaid Khaane mein nauha Sakina ka tha. (2x)
Hum kahan agaye, ghar kahan reh gaya (2x)
Yaad aata hai guzra zamaana mujhe
Leeke baahon mein jhula jhulana mujhe
Mein bulati rahi, aur na aaye Chacha
Hum kahan agaye, ghar kahan reh gaya (2x)
Qaid Khane mein nauha Sakina ka tha
Hum kahan agaye, ghar kahan reh gaya (2x)
Yaad aata hai pyaara Madina mujhe
Phool jaisa voh Baba ka seena mujhe
Voh zamaana koi phir dikhade mujhe
Hum kahan agaye, ghar kahan reh gaya (2x)
(Sun rahe ho sadaa Baba jaan)
Qaid Khane mein nauha Sakina ka tha
Hum kahan agaye, ghar kahan reh gaya (2x)
Bhai Abid ne chalna sikhaya mujhe
Apne haathon se khaana khilaya mujhe
Ab usi ke liye hai Dawa na ghiza
Hum kahan agaye, ghar kahan reh gaya (2x)
Qaid Khane mein nauha Sakina ka tha
Hum kahan agaye, ghar kahan reh gaya (2x)
Haye Baba ko dekhe zamaana hua
Unke seene pe soye zamaana hua
Na tumhara pata, na humara pata
Hum kahan agaye, ghar kahan reh gaya (2x)
Qaid Khane mein nauha Sakina ka tha
Hum kahan agaye, ghar kahan reh gaya (2x)
(Sun rahe ho sadaa Baba jaan)
Sun rahe ho sadaa Baba jaan..(2x)
Tum kahan reh gaye (2x)