Khaak par sogaya asghar

- Mujeeb Alipur (2015)


Kheti thi banu ye muztar khak par sogaya asger :2

Maaki goudi ko bhula Kar

Khak par sogaya asger kehti this banu ye muztar khak par sogaya asger

1) dhal gaya aser ka suraj aagaie sham Mai gareeban
Khoofo dehshat ka Hai Alam khoon se rangeen ,n Hai maidaan
Ab kidaar jaaye gi madar
Khak par sogaya asger :2

2) doud ke baadle lahoo se tashnagi apni
Bujaie
Mere shishamaie khamar ko ye zamee raas na aayi
Apne hi khoon Mai nahakar
Khak par sogaya asger :2

3) kaapde Kulsoom ne badle surma farwa ne lagaya
Geayeso Zainab ne saware sadqa fizza ne outara
Ran ko bheja Tha sajakar
Khak par sogaya asger :2

4) Hai is ummr Mai bacche bhoke piyase nahi rehte
Kiss besheer re ki maa ko rab na manzar ye dikhaye
Saayekudu zulma outha Kar
Khak par sogaya asger :2

5) aye mere Akber re zeeshan dhiyaan besheer re ka rakna
Apni bahoo Mai soolana  isko roone bhi na Dena
Hai qumbe see bichad Kar
Khak par sogaya asger :2

6) ghazi Abbas Se karege kyun shabeer re ka matam sar mujeeb apna patak Kar alqama kehti Hai paiham
Piyas ka aasma bankar
Khak par sogaya asger