Zainabam
- Farhan (ALI WARIS) (2009)
Zainabam
(Zainabam) x3
(Zainabam zainabam khawahare gham par waram) x2
1. Jaaunga me jahaan jahaan sehne parenge hame gham
(Zainabam zainabam khawahare gham par waram) x2
2.
Koi
baqi na raha
baandh li humne bhi kamar
He chamakte huwe neze mere marne ie khabar
(Mere hawale he behan) x2
tifl mere mere haram
(Zainabam zainabam khawahare gham par waram) x2
3.
Shaam
dhal jaye to ye wada nibhana bibi
Apne sine pe Sakina ko sulana
bibi
(Kon sambhalega use) x2
Jab na rahenge yahaa(n) hum
(Zainabam zainabam khawahare gham par waram) x2
4.
Jab mere halq pe shamsheere
sitam chalne lage
Zulm ki foj
mein naqqara agar bajne lage
(Dekhna abid na uthe) x2
Kheche huw teghe to dam
(Zainabam zainabam khawahare gham par waram) x2
5.
Jab tumhe sham ke darbar
mein lejaye shaqi
Yaad karlena jo amma pe
uftaad huwi
(Log wohi zulm wohi) x2
Baat wohi aur wohi hum
(Zainabam zainabam khawahare gham par waram) x2
6.
Sab
ke shaane huwe rasan basta
Sakina ka gala
Aisa aalam mein bhi karna
nahin ummat se gila
(Sanie zahra ho behan) x2
Sehna usi tarha sitam
(Zainabam zainabam khawahare gham par waram) x2
7.
Berida
dekh na paye
tujhe dunya ki nazar
Isliye neze se girjayega abbas ka sar
(Qariye quran wahan) x2
Honge isi dard se hum
(Zainabam zainabam khawahare gham par waram) x2
8.
Yaad
rakhna ye sitam hovega dorane safar
Tez naaqe se jo girjayegi meri
dukhtar
(Dhund ke tum lana use) x2
Kaafile ko rokenge hum
(Zainabam zainabam khawahare gham par waram) x2
9.
Kon
ham dard yahan baqi he pyaase ke liye
Ek naseehat kiye jaata hun
dilase ke liye
(Haya ala khairil amal) x2
Tum ye kaho aur kahe hum
(Zainabam zainabam khawahare gham par waram) x2
10. Dame
rukhsat thi ye farhan shahe deen
ki fughan
Baad mere jo sitam honge karu
kaise bayaa(n)
(Saath nahin deti zabaa(n)) x2
Ban gaya khud mazhare gham
(Zainabam zainabam khawahare gham par waram) x2
(Zainabam) x3