Kehti thi zainabe lachar
- Ghazi Abbas (2018)
Kheti thi zainabe lachar Kaise darbaar Mai jaaon bhaiya
Hoo Kahan Bhai alamdar Kaise darbar Mai jaaon bhaiya
Kheti thi zainabe lachar Kaise darbaar Mai jaaon bhaiya (2)
1) Saat Soo kursi nashi baite tamashaie yahaan
Aur khula sar mere Bhai kahoo
Jaaon Kahan koi moonise Hai na gham Khaar
Kaise darbaar Mai jaaaon bhaiya (1)
kheti thi zainabe lachar Kaise daarbar Mai jaaaon bhaiya (2)
2) Ghash si tari Hai nigaoon Mai Jalan Hoti Hai
Pusht par durro ke zaqmo see chubhan hoti Hai
Aur Hai saamane darbaar
Kaise darbaar Mai jaaon bhaiya (1)
Kheti thi zainabe lachar Kaise darbaar Mai jaaon bhaiya (2)
3) Jaanti Hoon ke sakina ko satayege laeen gham see marjaa ayegi wo itna
Roolaye ge laeen
Hai shahadat ke ye aasaar
Kaise darbaar Mai jaaon bhaiya (1)
Kheti thi zainabe lachar Kaise darbaar Mai jaaon bhaiya (2)
4) Bewaja shoor machate Hai sitamgar dehkho
Ja Baja durre lagate Hai sitamgar dehko
Khoon rolate Hai sitamgar
Kaise darbar Mai jaaon bhaiya (1)
Kheti thi zainabe lachar Kaise darbar Mai jaaon bhaiya (2)
5) Kaise abid ko bhala tanha sambhale Zainab
Waqte imdad yahan kissko pukare Zainab
Aaooo imdad ko ek baar
Kaise darbaar Mai jaaon bhaiya (1)
Kheti thi zainabe lachar Kaise darbaar Mai jaaon bhaiya (2)
6) Kya bayan hoga wo darbaar ka manzer aye joun
Jab ye Zainab ne kaha ghazi se rookar aye joun
Ab kahe gi na ye ghamkhar
Kaise darbaar Mai jaaon bhaiya (1)
kheti thi zainabe lachar Kaise darbaar Mai jaaon bhaiya