Chalo rone waalo
- Farhan (ALI WARIS) (2009)
Chalo rone waalo
Din ye qismat ne tumko dikhaya he aaj
Aasuon se ye daaman bhigone chalo
Jinke ghurbat pe rote rahe umr
bhar
Unke roze pe ab unko
rone chalo
(Chalo sham chalein) x2
Chalo sham chalein
(Pursadaaro(n) aawo bibi
ne bulaya he) x2
Chalo sham chalein
1.
Pursa unko aansuon se denge unke bhayi
ka
Shaame ghurbat ke andhero(n) ka kabhi tanhayi ka
Chalo sham chalein
Pursaadaro(n)
aawo bibi ne bulaya he
Pursaadaro(n) aawo
2.
Pursa denge be saron ka matami zanjeer se
Pursadari ka ye moka milgaya taqdeer se
Chalo sham chalein
Pursaadaro(n)
aawo bibi ne bulaya he
Pursaadaro(n) aawo
3.
Faisla he apne haq mein
katibe taqdeer ka
Bibi ke roze
pe chehlum hum karein shabbir ka
Chalo sham chalein
Pursaadaro(n)
aawo bibi ne bulaya he
Pursaadaro(n) aawo
4.
Jinko who bibi na royi
gardishe aalaam me
Matame auno Muhammad barpa karne sham me
Chalo sham chalein
Pursaadaro(n)
aawo bibi ne bulaya he
Pursaadaro(n) aawo
5.
Tees ghanto(n) mein jahaa(n) se guzri aale Mustafa
Pursa dena dekh kar manzar
usi bazaar ka
Chalo sham chalein
Pursaadaro(n)
aawo bibi ne bulaya he
Pursaadaro(n) aawo
6.
Khutba zainab ne diya tha jis jagah
par momino
Dekhne apni nigaaho(n) se usi darbaar ko
Chalo sham chalein
Pursaadaro(n)
aawo bibi ne bulaya he
Pursaadaro(n) aawo
7.
Rote rote jaanibe di thi
Sakina ne jahaan
Zakhme dil bhar jaaye maa
ka aise rona tum wahaa(n)
Chalo sham chalein
Pursaadaro(n)
aawo bibi ne bulaya he
Pursaadaro(n) aawo
8.
Is tarah bechadari ka bibi se bantenge gham
Shaam jaa kar aurton ko
chaadarein baantenge hum
Chalo sham chalein
Pursaadaro(n)
aawo bibi ne bulaya he
Pursaadaro(n) aawo
9.
Jaane kab mera bulawa
hoga mazhar abidi
jab mere kaano(n) mein gunjegi sada farhan
ki
Pursaadaro(n) aawo bibi ne bulaya he
Pursaadaro(n) aawo