Sabr karna zainab
- Batul and Fatima Dhamani (2009)
Sabr karna Zainab
Meri bibi Zainab (×4)
Sabr karna Zainab (×4)
Diney hakey khaatir
Meri pyaari khwaahar
Sabr karna Zainab (×4)
Haalkh par chleghaa, kundha meirey khanjar
Sabr karna Zainab (×4)
1. Awn o Muhammed, Hai Jo terey dilbar
Jaaney um-e-layla, Nawjawaan akber
Barchio key unpey, Jab buland ho sar
Sabr karna Zainab (×4)
2. Mujko yaad karkey, Jab sakina rowyeh
Aur chachaa key gham mei, Jaan apni khowyeh
Kaan uskey zakhami, Kardey jab sitamghar
Sabr karna Zainab (×4)
3. Jab bageira meirey, Sowyehghi sakina
Mujhko yaad karkey, Rowyehghi sakina
Tum usey sulaana, Lowriyah sunaana
Sabr karna Zainab (×4)
4. Tum ho binte haider, Aur binte Zahra
Aei meri ba'han yeh, Akhari hai Khwahish
Mu'h sey kabhi apney, Baduaa'a na karna
Sabr karna Zainab (×4)
5. Darbadar phiroghi, Beyridaa bhi hoghi
Tumko leykey aa'daa, Shaam kufa jaye
Har sitam ki manzil, Karna tum ghawaara
Sabr karna Zainab (×4)
Meri Bibi Zainab (×4)
Sabr karna Zainab (×4)