Madad kijiye ya imam e zamana
- Batul and Fatima Dhamani (2009)
Madad kijiye
Ya imam e zaman (×5)
Madad kijiyeh ya imam e zamana (×2)
Hatah dijiye ghaybat ka pardah khudarah pardah khudarah
Madad kijiyeh ya imam e zamana (×2)
1. Bari afatay hain zamaney pey mola
Parehshaan shiya kahan jayeh mola
Pukara tumhe jab huwa dil how muztar
Madad kijiyeh ya imam e zamana (×2)
2. Bala ae hain gharii nahi koyi saathi
Andhera hain harsu udasii hain chaayi
Tumharey qadam sey ho duniya munawar
Madad kijiyeh ya imam e zamana (×2)
3. Bhawar mei hai kashti bacha ney ko awoh
Ghamey zindaghi se churaney ko awoh
Mohammed ki jaan ho safiney ki langhar
Madad kijiyeh ya imam e zamana (×2)
4. Ghunehgaar hun aur sharmindah moula
Maghar aap par hi hain mujko bharosa
Karow rehbarii ab bara hai payambar
Madad kijiyeh ya imam e zamana (×2)
5. Tamana yeh dilmei bohot kuch hain meri
Hai umeed hoghi bohot jald purii
Meray haq mei kardijey jow kuch ko behtar
Madad kijiyeh ya imam e zamana (×3)
Ya imam e zamana (×5)
Madad kijiyeh ya imam e zamana