Natawa sughra ko tadpata raha akbar ka ghum
- Ghazi Abbas (2015)
Natawaan sugra ko tadpata raha Akber ka gham
Nojawani Mai zaeeifi kargaya akber ka gham
Natawaan sugra ko tadpata raha Akber ka gham (2)
1) sar jhukaye sayyade sajjad rote hi rahe
Haal Akber ki shahadat ka sunate hi rahe
Bhai is tarha sugra ko Mila Akber ka gham
Natawaan sugra ko tadpata raha Akber ka gham (2)
2) furqate haam shakale paighambar Mai rooti hi Rahi
aapne sarko peet Kar sugra yahi kehti Rahi
Kis tarha mujh se bhulaya jaaayega Akber ka gham
Natawaan sugra ko tadpata raha Akber ka gham (2)
3) Ghar Mai sugra ne bichakar Bhai ki farshey aaza
Raat din khehti Rahi was hasrato wa akbara
Loo behen ki Zindagi par chagaya Akber ka gham
Natawaan sugra ko tadpata raha Akber ka gham (2)
4) kumbe waloon ki judaie ke bahut sadme sahe
Sab ghammo Mai do bade gham the behne ke waase te
Ek Ali Akber ka gham aur doosera Akbar ka gham
Natawaan sugra ko tadpata raha Akber ka gham (2)
5) matamai shabbir Mai doobi Hai yaserab ki zameen
Karbala me fatema sugra ki khushiyaan chieen li
Chain dukhiyari behen ka legaya Akbar ka gham
Natawaan sugra ko tadpata raha Akber ka gham (2)
6) hubbe akabar meherabaan Hai
Lehne ghazi par mujeeb
Horahai Hai har jaagah zikre Ali Akber mujeeb
Baat to Hai yooun aazane karbala Akbar ka gham
Natawaan sugra ko tadpata raha Akber ka gham (2)