Karo matam nabi ki aal ka
- Anjuman-Dar-e-Hussain (2017)
Kero matam nabi ki aal ka
Do pursa ali ke laal ka
Taskeen e mustufa hai shabbir ka ye matam
Baksheesh ka asara hai(2)shabir ka ye matam....
Kero matam..
Matam aza ka jari ye hogaya hai tab se
Zehra ka laal be juram mara gaya hai jab se
Tab se shuru howa hai shabbir ka ye matam
Kero matam..
Ye jino insiye nhi krtay falak hai matam
Kartay hai chand taray bhi karte malak hai matam
Nabiyoon ne bhi kiya hai shabbir ka ye matam
Kero matam...
Rona hai isi baat ka is baat ka ye gaam hai
Hai zakhme beshumar tou jisme hussain kaam hai
Be sakhta howa hai shabbir ka ye matam
Kero matam..
Kiya katal karbala me ase rasool zada
Be gorraha lasha pamal tha libada
Tasheer karbala hai shabbir ka ye matam
Kero matam..
Manga lahoo tha deen ne nabiyoon se is jahan me
Kiya surkhuroo hussain ne saar de ke doon jahan me
Hadiyaa e haal jaza hai shabbir ka ye matam....
Kero matam nabi ki aal ka.....