Aik ahsaan kar
- Farhan (ALI WARIS) (2008)
Aik ahsaan kar
Jub shaam ka bazaar a gaya
Or cheeni gay jub chadar
Jub zaalim nay zainab(s.a) ka naam pukara
Zainab(s.a) zainab(s.a) zainab(s.a)
Yeh pukari ro kar
(Aik ahsaan kar meray ghazi(s.a) zaleemo say meri rida la day) x3
- (phir us ke baad kuch na mangoongi) x2
- Laash to kab ki ban chuki hoon may
- Dekh sajjad(a.s) ki taraf ghazi(a.s)
- Kaise tanay sahoon may logon kay
- Meri haalat meri gharebi per
- Karbala bas gayi hai aankhon may
- Ik sitam or bhi yeh baki hai
- Dekhti hai mujhay najis aankhay
- Ja kay "farhan" un kay rozay per
- (Phir us ke baad kuch na mangoongi) x2
Zaleemo say meri rida laday
(Aik ahsaan kar meray ghazi(s.a) zaleemo say meri rida la day) x2
Dil to bas aadatan dharakta hai
Maar dalay na yeh sitam mujh ko
Meray bhai yeh mujh ko lagta hai
(jo chahta hai zindagi meri) x2
Zaleemo say meri rida laday
(Aik ahsaan kar meray ghazi(s.a) zaleemo say meri rida la day) x2
Tujh say karti hai yeh fughaan zainab(s.a)
Aik yahi bojh us ke dil per hai
Kahan bazar or kahan zainab(s.a)
(hai aik raah us ke jeenay ki) x2
Zaleemo say meri rida laday
(Aik ahsaan kar meray ghazi(s.a) zaleemo say meri rida la day) x2
Ghum say phatnay laga hai dil mera
Sub yeh kehtay hai yeh woh zainab(s.a) hai
Jis ka abbas(a.s) jaisa bhai tha
(zabanay bandh karday tu sub ki) x2
Zaleemo say meri rida laday
(Aik ahsaan kar meray ghazi(s.a) zaleemo say meri rida la day) x2
Bhai nezay say khoon rota hai
Amma roti hai aur baba(a.s) bhi
Kyun ke ab waqt aisa aya hai
(ab aa rahi hai ik kaneez meri) x2
Zaleemo say meri rida laday
(Aik ahsaan kar meray ghazi(s.a) zaleemo say meri rida la day) x2
Marsiya ban gaya mera chehra
Taziyaano nay ay meray ghazi(s.a)
Pusht per likh diya safar mera
(hai is kay baad bhi buka meri) x2
Zaleemo say meri rida laday
(Aik ahsaan kar meray ghazi(s.a) zaleemo say meri rida la day) x2
Kis tarhan tay yeh marhala ho ga
Haath rasi may or khulay sar hoon
Kaisay shereen say saamna ho ga
(ya ay moot ya meray ghazi(a.s)) x2
Zaleemo say meri rida laday
(Aik ahsaan kar meray ghazi(s.a) zaleemo say meri rida la day) x2
Naam mera shakee ke lab per hai
Kash kha jaye yeh zameen mujh ko
Aisay jeenay say yahi behtar hai
(yeh aakhri hai iltija meri) x2
Zaleemo say meri rida laday
(Aik ahsaan kar meray ghazi(s.a) zaleemo say meri rida la day) x2
Tum suna dayna yeh kalaam mera
Bibi zainab(s.a) kaha hai "mazhar" nay
Teri azmat ko hai salaam mera
(jo apnay bhai ko yeh kehti rahi) x2
Zaleemo say meri rida laday
(Aik ahsaan kar meray ghazi(s.a) zaleemo say meri rida la day) x2
Zaleemo say meri rida laday
Aik ahsaan kar meray ghazi(s.a) zaleemo say meri rida la day