Watan tarasha

- Farhan (ALI WARIS) (2004)


Watan tarasha

(Lot ke aawo) x4 (Watan ko baba jaan) x3

(Watan Tarasha baba jaan) x2 Haey Baba Musafira

(Watan Tarasha baba jaan) x2 Haey Baba Musafira

(Nishta Sukoon baba jaan) x2 Haey baba Musafira

  1. Wai Da Ma Tanhai Da lala Zamaan Door De
  2. Jism Sala baba jaan Qalb-e-Hazeen Choor De

    Maray Gi Tanhai Yeh bhayi Mera Door Hai

    Sath Meray Jism Kay Dil Bhi Mera Choor Hai

    (Dil Ko Gham Jalaa Gaya) x2 Haey baba Musafira

    (Watan Tarasha baba jaan) x2 Haey Baba Musafira

  3. Poochti Hoon Dil Say main aap Ki Paheliyan
  4. Dekhti Hoon Roz-o-Shab Apni Yeh Hatheliyan

    Dukh Meray Aziz Hain Ghurbatein Saheliyan
    Aik mein Ghareeb Hoon Aur Bhari Hawliyan

    (Aik Gham Sa Chaa Gaya) x2 Haey baba Musafira

    (Watan Tarasha baba jaan) x2 Haey Baba Musafira

  5. Baba jaan Sochuka Saey Zamaan Naseeb De
  6. Sukh Zamaan Raqeeb De Dukh Zamaan Qareeb De

    Baba jaan Sochieay Kia Mera Naseeb Hai

    Sukh Meray Raqeeb Hain Dukh Meray Qareeb Hai

    (Ab To Ghum Hi Bhaa gaya) x2 Haey baba Musafira

    (Watan Tarasha baba jaan) x2 Haey Baba Musafira

  7. Kia Taweel Gham Mila Mujh Ko Arz-o-Tool Ka
  8. Tukrhe Tukrhe Hogaya baba Dil Malool Ka

    Har Gali Mein Bain Hai dadi jaan batool Ka

    Bujh Gaya Charagh Bhi Roza-e-Rasool Ka

    (Mera Dil Bujhaa Gaya) x2 Haey baba Musafira

    (Watan Tarasha baba jaan) x2 Haey Baba Musafira

  9. Aghay Pa Gham Ke Jaarh Ma Da Zamaan Khushali Da
  10. Gul Che Rana Laarh Zamaan Gul Shoyara Joand Zamaan

    Us Kay Gham Mein Rona Hi Ab To Hai Meri Khushi

    Jab Say Chala Gaya Gul Hui Hai Zindagi

    (Zindagi Ka Kia Gayaa) x2 Haey baba Musafira

    (Watan Tarasha baba jaan) x2 Haey Baba Musafira

  11. Di Khizaan Ne Yeh Sada Ab Bahaar Chorh De
  12. Apnay Har Qaraar Ko Be Qaraar Chorh De

    Aankh Ki Umeed Ko Ashk Baar Chorh De

    Keh Raha Hai Dil Mujhay Intezaar Chorh De

    (Intezaar Khaa Gayaa) x2 Haey baba Musafira

  13. Ghat Ghonde Yo Daagh Oo Husn P' Shabab Ke
  14. Ror Akhpal Okato Maash Pe P' Khuwab Ke

    Ek Barhaa Sa Daagh Tha Husn Kay Shabab Mein

    Dekha Apnay bhayi Ko Raat Main Nay Khuwab Mein

    (Khuwab Bhi Dukha Gayaa) x2 Haey baba Musafira

    (Watan Tarasha baba jaan) x2 Haey Baba Musafira

  15. Nauha Aur Hussain Ka Kab Bashar Ka Kaam Hai

Zikr Is Imam Ka Zikr Ka Imam Hai

Karbala Usool Hai Karbala Payaam Hai

Karbala Ki Baat Hai Shaukat-e-Kalam Hai

(Karbala Jagaa Gayaa) x2 Haey baba Musafira

(Watan Tarasha baba jaan) x2 Haey Baba Musafira