Lag gayi barchi
- Shabhi Gopalpuri (2017)
Lag Gayi Barchi Akbar Zeeshan ko Gehan Laga Hai
Lag Gayi Barchi Akbar Zeeshan ko Gehan Laga Hai sughra Ke Arman Ko
ja ke Madina mein Yeh Kaun bataye bhala
dasht mein jo Hogaya Kaun Suneye bhala
Sughra ki Umeed ko Kaun Bachaye bhala
usko kaleje se ab kaun Lage
sirf Yahi khati hai kaise Bhala rehti hai
Roti Hai Lamha Lamha hijra Ke Gham sehti Hai
Dekh Ke Roti rehti hai Quran Ko
Gehan laga hai sughra ke arman ko
Lag Gayi Barchi Akbar Zeeshan ko Gehan Laga Hai sughra Ke Arman Ko - 2
sirf Andhera Hi hai aas hai tanveer ki
Yaad Mein Roti hai woh asgare besheer ki
Kitni chahithi thi Woh Shah Ki Hamsheer ki
Aankh Mein Surat Hai Bas akbere dilgeer ki
Wada Nibhaana Akbar Bhool Na Jana Akbar
Karbala Se Mujhko Lene Ko Aana Akbar
Bhoolon Mein Kaise Asgare Nadan ko
Gehan laga hai sughra ke arman ko
Lag Gayi Barchi Akbar Zeeshan ko Gehan Laga Hai sughra Ke Arman Ko
Raat Mein uthti hai woh Aur ashak Baati hai wo
Bhai Mera aayega sab ko batati hai woh
Beete huye din hai jo Yaad Dilaati hai woh
aur Kabhi Nani ko ye kehke Bulati Hai Woh
kuch toh batao Nani Aas Badao Nani
aa gaya Akbar Mera Ghar Ko sajao Nani
Har Ghadi takti rehti hai dalan ko
Gehan laga hai sughra ke arman ko
Lag Gayi Barchi Akbar Zeeshan ko Gehan Laga Hai sughra Ke Arman Ko
Maana Ke Ye Roze pe mang rahi Hai Dua
Nana Salamat Rahe Ho Jahan Baba Mera
kaifiyaate dil meri Jaanta Hai khud Khuda
kab se Gaye Chhod ke sab Mujhe Karbala
chain nahi aata hai ghar Bhi Mujhe khata Hai
Karbala se kyun kar Koi Nahi Aata Hai
Kaun Bataye hale Pareshan ko
Gehan laga hai sughra ke arman ko
Lag Gayi Barchi Akbar Zeeshan ko Gehan Laga Hai sughra Ke Arman Ko
Har Ghadi Kehti Hai Ye shah Ki wo ladli
Ho Gayi dhubhar Bahut Ab Tu Meri Zindagi
mil nahi paungi ab Baba se Shayad Kabhi
Kis Tarah mil Payenge Saans Agar ruk Gayi
Kehti Hai Ye ro ro kar Bad saba Itna kar
ho sake jitni jaldi Karbala mein jakar
de de ye Paigam dhehar ke Sultan ko
Gehan laga hai sughra ke arman ko
Lag Gayi Barchi Akbar Zeeshan ko Gehan Laga Hai sughra Ke Arman Ko
Karbobala Jis Ghadi Kaside sugrah Gaya
Khol Ke shabber ne jab khate sughra Padah
Ro pade shabber bhi Dekha Jo likha hua
Aye mere baba mera haal ye ab ho gaya
Jab Bhi Azan Hoti Hai Aankh Meri Roti hai
Baba Main Mar Jaungi Der Agar hoti hai
bhej do Baba Mere Chacha Jaan Ko
Gehan laga hai sughra ke arman ko
Lag Gayi Barchi Akbar Zeeshan ko Gehan Laga Hai sughra Ke Arman Ko
qaside sughra Se Ye Shahe Huda ne Kaha
Kaise Bataun Tujhe Mar Gaya Akbar Mera
hey Mere Abbas ka nehar pe shana kata
Asgare besheer ko Dafan abhi hai kya
kaise wo seh payegi Saber na kar Payege
Mar Gaya Akbar Mera sun ke woh Mar Jayegi
Loota khiza ne Mere gulistan ko
Gehan laga hai sughra ke arman ko
Lag Gayi Barchi Akbar Zeeshan ko Gehan Laga Hai sughra Ke Arman Ko
Humko Sitamgar abhi khoon mein nehlayenge
Chadare Chin Jayenge keme bhi Jal Jayenge
alahlehram ab kabhi Chain Nahi Payenge
Abide beemar Bhi kaid kiye Jayenge
Kufe Ke Bazaar Mein Shyam Ke Darbar mein
Jayenge ahleHaram