Ali shere khuda haider haider

- Mir Hasan Mir (2019)


Haider, haider, haider, haider
Ali ali, ali ali, ali ali haq ali ali
Haider, haider
Ali shere khuda, haider haider
ghurur e kibriya, haider haider
wasiye mustafa, haider haider

Ali shere khuda, haider haider
ghurur e kibriya, haider haider
wasiye mustafa, haider haider

1. Tera darbaar duniya mein (muqaddar saaz hai maula)..(2)
Jise parwaaz tu dede (wohi shahbaaz hai maula)..(2)
pase parda Mohammad se (sare me'raj jo bola)..(2)
hume lehje se lagta hai, teri awaaz hai maula
safeer e kibriya, haider haider
Mohammad ki dua, haider haider
ghurur e kibriya, haider haider

Ali shere khuda, haider haider
ghurur e kibriya, haider haider
wasiye mustafa, haider haider

2. Dil sayr hai gadaye janab e ameer ka..(2)
khali kabhi raha nahi kaasa faqeer ka
matlab yehi hai haath ki har ek lakeer ka
daman na chutne paaye janab e ameer ka
ameer e dosara, haider haider
Mohammad ki dua, haider haider
ghurur e kibriya, haider haider

Ali shere khuda, haider haider
ghurur e kibriya, haider haider
wasiye mustafa, haider haider

3. Tere aane pe khilti hai (jidare khana e kaaba)..(2)
ba qadre zarf kehte hai (tere aarif hai jo maula)..(2)
namaz e panjgana ka (maza apni jagah lekin)..(2)
hame tasbeeh lagta hai ali ke naam ka naara
kaho milkar zara, haider haider
wasiye mustafa, haider haider
ghurur e kibriya, haider haider

Ali shere khuda, haider haider
ghurur e kibriya, haider haider
wasiye mustafa, haider haider

4. Khush aazameen e mohalla, rahe faza e najaf
riyaz e khuld bhi hai shaeq e hawa e najafa
mareez ke liye kiseer hai ye do nusqe
ghubar e marqade shabbir aur hawa e najaf
daleel e karbala, haider haider
Mohammad ki dua, haider haider
ghurur e kibriya, haider haider

Ali shere khuda, haider haider
ghurur e kibriya, haider haider
wasiye mustafa, haider haider

5. Teri marzi se chalta hai (nizam e do jaha'n maula)..(2)
Tere kun ka nateeja hai (zameeno aasmaa'n maula)..(2)
Teri zawja ke sadqe mein (sabhi ko rizq milta hai)..(2)
tere sadqe malango ki lagi hai rotiya'n maula
faqeero'n ki sada, haider haider
wasiye mustafa, haider haider
ghurur e kibriya, haider haider

Ali shere khuda, haider haider
ghurur e kibriya, haider haider
wasiye mustafa, haider haider

6. Patthar pe alam deen ka gaadha kisne?
lalkaar ke marhab ko pachadaa kisne?..(2)
as'haab e payambar to sabhi the maujood
bolo bolo dare khaibar ko ukhada kisne?
shahe khaibar kusha, haider haider
Mohammad ki dua, haider haider
ghurur e kibriya, haider haider

Ali shere khuda, haider haider
ghurur e kibriya, haider haider
wasiye mustafa, haider haider

Abu talib, Abu talib, Abu talib, Abu talib
Sab par hai ehsaan ali ke baba ka
deen e nabi hai daan ali ke baba ka

7. Haan iska banane wala takallum shia tha
nikle yaha'n se jo hai dushman shiyo ka
hai ye pakistan ali ke baba ka
hai ye pakistan ali ke baba ka
watan ka aasra, haider haider
Mohammad ki dua, haider haider
ghurur e kibriya, haider haider

Ali shere khuda, haider haider
ghurur e kibriya, haider haider
wasiye mustafa, haider haider

Qalandar laal laal laal, murshad laal..(2)
Sewan wala peer sada reh baab e dil de andar
qalandar...
jhule jhule laal dum mast qalandar
sehwan de sarkaar dum mast qalandar

waliya'n da sardaar qalandar
sardaar qalandar
kardeya beda paar qalandar
haan...
paar qalandar
sabdi khali jholiya'n bharde haider daa ye naukar
qalandar ki sadaa, haider haider
Mohammad ki dua, haider haider
ghurur e kibriya, haider haider

Ali shere khuda, haider haider
ghurur e kibriya, haider haider
wasiye mustafa, haider haider


Ali shere khuda, haider haider
ghurur e kibriya, haider haider
wasiye mustafa, haider haider

Qalandar laal laal laal, murshad laal..(2)
Sewan wala peer sada reh baab e dil de andar
qalandar...