Ya saratul hussain
- Mir Rehan Abbas(Bangalore) (2020)
Labbaik Ya Saratul Hussain
1] Gardo'n Se Aarahi Hai Ye Awwaze Jibraeel
Begoro Se Kafan HAi Wo Islam Qateel
Zainab Hui Berida To Nahi Zaqm ki Sabeel
Ghurbat Mardala Hai Zehra Ke NoorAein
2] Abbas Naamwar Ke Lahu Se Dhula Hua
Ab Bhi Hussainiyat Ka Alam Hai Khula Hua
Niklo Gharo' n Se Matame Sarwar bapa Hua
Hone Se Paaye Kam Kabhi Aawaze Shorshain
3] Duniya Pe Alam Gir Pada Sher E Kirdigar
Barchi Sitam ki Hogayi Akbar Ke Serdil Ke Par
Umme Rabab Ghosh Me Sakina hein beqarar
Asghar Ke Leke Aagaye Maidan Me Hussain
4] Allah Re Wo Shimr Ka Khanjar Na Sheh Ka Sar
Hilne Lage The Khaanaye Kaabe Ki Bamodar
Dharti Toh Kya Falak Bhi Kabhi Tukde Hua Jigar
Sakte Me Maghrabain The Sakte Me Mashraqain
5] Aale Rasool Qaid Huwe Wah Musibata
Karbobala Se Lute Ke Chalein Wan Musibata
Durre Laga Rahien Hein Laeen Wa Musibata
Pamandiyon Ki Zad Pe Hai Zahara K Nooraien
6] Mauje Furrat Shurm Se Daaman Bhigo gayi
Beayali Sakina Hiehkiyaan Lele Ke Sogayi
Khaime Jale Ridayien Chini Shaam Aagayi
Qabre Nabi Hilate Hain Saidaniyon Ke Bain
7] Nasir Hussain Nusrate Shabir Farzi Hai
Bachon Pe Azme Asghar Besheer Farzi Hai
Maaon Pe Hukme Zainabe Dilgeer Farzi hain
Jaane Bapa He Charon Taraf Matame Hussain
LABBAIK YA SAARATUL HUSSAIN