Mai dastane musibat sunane aayi hu

- Mir Rehan Abbas(Bangalore) (2020)


Mai dastane musibat sunane aiye huun

Mai zaqm pust aye ammu(2) 
Dekhane aaye huun

1. Ke baad aapke ke jo zulm hamse tooth padhe
Bas aik rassi me bandhe gaiye the baara gale
Mai kyun latakti thi sunlo(2) 
Bathane aiye  huun

2. Utho chacha mere utho zara dehen khalo 
Qafa sakina se kyun hai saye khuda bolo 
Mai aaj aapko pani(2) pilane aiye huun

3. Utho chacha aur bhatiji ke dastan sunlo 
Mai qaid qaane se aiye huun kuch bayan sunlo 
Bayan se apne tume bhi rulane aiye huun

4. Chacha wo shaam ka bazaar aaiyna bandi
Se chaar saal ki uspar bhi mai rahi qaidi 
Ridaye sarpe nahi thi (2)  batane aiye huun

5. Mai jab bhi roti thi hayeen layeen rulata tha
Har aik gaam pe lagta mujhe tamacha tha 
Bass apne gallon ke rangath dikhane aaiye huun

6. Nave hai kano ki mere abhi talak zaqmi 
Mai surq kurte me aye huun aur huun zaqmi
Ab aanson ko mai khulkar bahane aiye huun

7. Jaari ki lash pe uthie sada na ro dukhtar
Yaha aake soja chacha jaa ke zaqmi seene par 
Sakina boli chacha chain paane aiye huun

8. Duae puri ho mazhar ki aur mubarak ki 
Tere mazaar pe aik roz ham ho aaiye bibi 
Ye kab ko hogi chalo mai bulane aiye huun 

Mai dastane musibat sunane aiye huun