Ya Ali Madad

- Irfan Haider (2020)


Ali Ali Ali Haider -2
Ali shaahe marda -2
Imaaman kabeera - 2
K.. baad az nabi - 2
Shud basheerun nazira - 2
Mohibbe Ali - 2
Jannati baabe murdan - 2
Buati manaz kaafir munkir nakeera 2

Hum raaz e rabbul aalamee(n) 
Imran ka tu jaanashee(n)
Kya arsh hai aur kya zamee(n)
Tujhsa kahi koi nahi - 2
Bas Haider...
Haider Haider awwal o aakhir Haider
Haider Haider saakiye kausar Haider
Haider Haider langar arzo samaawi 
Haider Haider faatah e khaibar Haider...2

1.Haaa... 
Tere liye duniya yeh bani hai raaz yeh humne jaana 
Rabne uspar laanat ki hai jisne tujhe naa maana
Tu rab ki gawaahi - Haider
Tu dil ka sipahi - Haider
Tune hi banayi maula yeh saari khudaayi Haider

Haider Haider awwal o aakhir haider
Haider Haider saakiye kausar Haider
Haider Haider langar arzo samaawi 
Haider Haider faatah e khaibar Haider...

2.Haaa..
Ishq tera kya chiz hai maula jo imaan banade
Jab jis waqt jise bhi chaahe tu salman banade
Maula e qambar - Haider
Aaqa e Abuzar - Haider
Ya syed ya Maulayi kahe maalik e ashtar Haider

Haider Haider awwal o aakhir Haider
Haider Haider saakiye kausar Haider
Haider Haider langar arzo samaawi 
Haider Haider faatah e khaibar Haider...

3.Haaa...
Terah (13)laqab se jeete akbar khaibargeer bhi tu hai 
Gaus bhi tu farooq bhi tu peeran e peer bhi tu hai 
Waliyo ne pukara - Haider
Dobo toh kanara - Haider
Ek roz kahegi duniya 
Hai sabka sahara Haider

Haider haider awwal o aakhir Haider
Haider Haider saakiye kausar Haider
Haider Haider langar arzo samaawi 
Haider Haider faatah e khaibar Haider...

4.Haaa...
Hai tu hi alhamd ka paikar 
Tu wannas ki jaa(n) hai
Ishq tera hai rooh e ibaadat
Jism namaaz adaa hai
Hai teri shahadat - Haider
Tasbeeke ibaadat - Haider
Kehti hai yeh saari khudaayi qaabe ki tahaarat Haider

Haider Haider awwal o aakhir Haider
Haider Haider saakiye kausar Haider
Haider Haider langar arzo samaawi 
Haider Haider faatah e khaibar haider...

Tu haameed o mehmood maula
Tu shaahed o mashhood maula
Tu saajido masjood maula
Tu har jagah maujood maula 
Tu maalik e arzo samaa hai
Tu baadshaahe do jaha(n) hai
Quran ka tu raazda hai
Tu hai jaha haq bhi waha hai

Haider Haider awwal o aakhir Haider
Haider Haider saakiye kausar Haider
Haider Haider langar arzo samaawi 
Haider Haider faatah e khaibar Haider...

5.Haaa...
Har aayat quran ki bole aur khuda bhi bole
Sirf abu talib ka beta bas imaan ko tole

Haider Haider - dum dum dum dum Haider
Haider Haider - door kare gam Haider
Haider Haider - bhej raha nabiyo ka
Haider Haider - waaris e aadam Haider

Haider Haider awwal o aakhir Haider
Haider Haider saakiye kausar Haider
Haider Haider langar arzo samaawi 
Haider Haider faatah e khaibar Haider...

6.Haaa...
Mere nabi ne teri ziyarat ki meraj pe jaakar
Duniya ko yeh raaz bataya arsh se wapas aakar

Haider Haider - Aql se bala Haider
Haider Haider - Rooh ka hawaala -Haider
Haider Haider - Hai tauheed ka naara
Haider Haider - Aayat e qubra Haider

Haider Haider awwal o aakhir haider
Haider Haider saakiye kausar Haider
Haider Haider langar arzo samaawi 
Haider Haider faatah e khaibar Haider...

7.Haaa...
Mera ishq bhi tu...
Meri jaan bhi tu...
Haider...
Haider Haider Haider...2 

Mera ishq bhi tu meri jaan bhi tu 
Mera deen bhi tu imaan bhi tu
Rab ka mazhar irfan bhi tu
Allah kahe meri shaan bhi tu

Ali Ali Haider... 2

Ali Ya Ali Madad