Akbar Ke Janazay Ko Uthate Rahe Shabbir
- Mir Mubashir Hassan ( Bangalore ) (2021)
Akbar Ke Janazee ko utha tee rahe shabbir
Abbas ko Darya Se Bula Te Rahe Shabbir
Abbas mera bhai musibath ke ghadi hai
Yeah samne Akbar ke mere lash padi hai
QAIMO SAI CHALA AAO MERA GOUD KE PALO
Aakar tum Yeah Akbar ke Janaze Ko Utala loo
Atfal Ko qaimo See Bula te Rahe Shabbir
abbas ko Darya se bula te rahe shabbir
Zainab ka dulara hai tu sughra ka jiger hai
Tu jaan hai shabbir ki laila ka piser hai
Noha e Sare dast suna tee rahe shabbir
Abbas ko dirya se bula te rahe shabbir
Aya na koi shah ka jab haat bata ne
Zehra piser bait ke akber ke sirhane
Bas ashak e gam mein sooz bahate rahe shabbir
Abbas ko dariya se bula te...
Qaime ke jo darpar hai khade khol ke bahein
Padh jaena na is dil pe kahe maa ke nigahein
Akbar ke kalayje ko chupa te rahe shabbir
Abbas ko darya se bula..
Kis tarha se laygauu tere lash utha kar
Haan todgay mere qamar mera baradar
Ehwal e batay ko suna te rahe shabbir
Abbas ko drya...
Abbas mera bhai musibath ke ghadi hai
Yeah samne Akbar ke mere lash padi hai
Yeah karke fuga ashk bahate rahe shabbir
Abbas ko Darya Se Bula Te Rahe Shabbir
Maqtal me paresha hai mohammed ka nawasa
Kis tar ha uthae ali akbar ka janaza
Aankho say lahu dil ka baha te rahe shabbir
Abbas..
Qismat ne ajab rang yea ik our dekhaya
Qasid khata e sughra lee yea maidan me aya
Qaat bhai ko kha harko suna te rahe shabbir
Abbas...
Alam sare maidan dilo janay payambar
Maqtal me mubashir lashayea akabr ke tadap kar
Bas askhq e gam me sooz cadha te rahe shabbir
Abbas...