Ya Hussain Janum
- Musaveer Raza Musavir (2022)
hussain jaan.... hussain jaan
jaan... hussain hussain.. jaan hussain
shah ast hussain badshah ast hussain
deen asht hussain deen panah ashth hussain
sardaad na da dast dar dast yazeed l.a
haqqa k bina la ilaha asht hussain a.s
hussain sarallah yababdillah...2
ya hussain janum ya hussain janum
noore chasmanam...ya hussain janum
mere moula hussain mera aaqa hussain
noore chasmanam...
1.saware doshe nabi mazhare yazdane
malike zam zam safa warise qurane
warise quraane....
hussain hussaina naaze do alam
ya hussain janum, ya hussain janum
noore chasmanam..
2. hur k liye aj bhi qaimaye azad hai
khoon se rangeen wo karbala abad hai
karbala abad hai..
hussain hussaina.. raunaqe paiham
ya hussain janum..ya hussain janum
noore chasmanam
3. imtehane sabr ki tujhpe hui imtehaan
khoon se likha gaya khaak pe wo lailah
khaak pe wo laailah..
hussain hussaina..wird hai har dum
ya hussain janum..ya hussain janum
noore chasmanam
4. suraye rehman ka tuhi khulasa hua
har andheri raah me tuhi sitara hua
tuhi sitara hua..
hussain hussaina..izzate adam
ya hussain janum..ya hussain janum
noore chasmanam
5. ap meri jaan hain ap hi imaan hain
apke a matami ap pe qurban hain
ap pe qurbaan hain.
hussain hussaina..wird.e.zabanam
ya hussain janum..ya hussain janum
noore chasmanam
6. deen k khatir sahi kaisi toone sakhtiyan
akbare zeejah sa leta raha hichkiyan
leta raha hichkiya..
hussain hussaina..kaise sahe ghum
ya hussain janum..ya hussain janum
noore chasmanam
7. zabihe bekhata shude karbala hussaina
khushk gale pe churi ghurbata hussaina
ghurbata hussaina..
hussain hussaina..ankh hai har nam
ya hussain janum..ya hussain janum
noore chasmanam
8. akbar.o.qasim nahi na wo alamdar hai
ek hai abid bacha wo bhi to beemar hai
wo bhi to beemar hai.
hussain hussaina..tanhaye alam
ya hussain janum..ya hussain janum
noore chasmanam
9.mehdiye zair se a roke musavir kahe
koi kahan likh sakhe koi kahan padh sakhe
koi kahan padh sakhe.
hussain hussaina..tere hai mataam
ya hussain janum..ya hussain janum
noore chasmanam
hussain sarallah ya aba abdillah...2