Sajjad Ke Hath Pay Janaza

- Janab Hasan Abbas Bahraichi (2022)


Duniya Se Safar Kar gyi Shabbir Ki Payri
Karte hai haram Pite ke sar giri yeah o Zari
Ghash khate hai maa aur kabhi roti hai wari.......

Sajjad ke hath pay janaza hai behan ka
Ye Phul bhi murja gya zehra ka chaman ka

1) Woh So Gyi Dar se Tamacha ke na soye
Tha Shmir ka woh khof ke hata pay bhi roye
Baki hai Nesha Ruq pay Har Ranj Jo Mahan ka

Sajjad ke hath pay janaza hai behan ka,,,,,,, 2

2) Kano se pasa mard khoon tham nahi paya
Bachi ne kise Zakham ke marhum nahi paya
Hal Khoon Pay Ata hai Nazar
Dhag Rasan Ka

Sajjad ke hath pay janaza hai behan ka,,,,,,, 2

3) You Khoon Bhara Kurte ka Kafan kise ko mila hai
Jo Naso ke duron ke Nishanon Se Bhara
Khoon Ris Ta Hai Sajjad ke Hatha pay

Sajjad ke hath pay janaza hai behan ka,,,,,,, 2

4) Baba Se Milogi toh batana unye bibi
bad aap ki hi paysi se rahi apki beti
Lab Kush hai Sukha hai Gala Tashna dhan ka

Sajjad ke hath pay janaza hai behan ka,,,,,,, 2

5) Sab Agya maqtal Utha Sha ka Janaza
Bine Hath Ke Abbas Bhi dena lage khanda
Sar Tasht Mai Rota hai Shenshah Hai Zaman Ka

Sajjad ke hath pay janaza hai behan ka,,,,,,, 2

6) Maa Asghar Ke Besheer Ki Ujdi hai Ek Bar
Jeene Ki Nahin Bad e Sakina ki Talab Gar
Ab Koi Madava Nahi is Gham ke dukhaan ka

Sajjad ke hath pay janaza hai behan ka,,,,,,, 2

7) Zinda Mai Samar Jab bhi gaya Aise Laga Hai
Sajjad Ke Zanjeer Ke Matam ki Sada Hai
Hota Hai Hasan Seena mai Ahsas Chuban Ka