Mai Dastane Musibat Sunane Aiye Hun
- Mir Mazhar Abbas (2019)
Mai dastane musibat sunane aiye huun
Mai zaqm pust aye ammu(2)
Dekhane aaye huun
1:ke baad aapke ke jo zulm hamse tooth padhe
Bas aik rassi me bandhe gaiye the baara gale
Mai kyun latakti thi sunlo(2)
Bathane aiye huun
2: utho chacha mere utho zara dehen khalo
Qafa sakina se kyun hai saye khuda bolo
Mai aaj aapko pani(2) pilane aiye huun
3: utho chacha aur bhatiji ke dastan sunlo
Mai qaid qaane se aiye huun kuch bayan sunlo
Bayan se apne tume bhi rulane aiye huun
4: chacha wo shaam ka bazaar aaiyna bandi
Se chaar saal ki uspar bhi mai rahi qaidi
Ridaye sarpe nahi thi (2) batane aiye huun
5: Mai jab bhi roti thi hayeen layeen rulata tha
Har aik gaam pe lagta mujhe tamacha tha
Bass apne gallon ke rangath dikhane aaiye huun
6:nave hai kano ki mere abhi talak zaqmi
Mai surq kurte me aye huun aur huun zaqmi
Ab aanson ko mai khulkar bahane aiye huun
7: jaari ki lash pe uthie sada na ro dukhtar
Yaha aake soja chacha jaa ke zaqmi seene par
Sakina boli chacha chain paane aiye huun
8:duae puri ho mazhar ki aur mubarak ki
Tere mazaar pe aik roz ham ho aaiye bibi
Ye kab ko hogi chalo mai bulane aiye hun
Mai dastane musibat sunane aiye huun