Abbas Abbas Ammu Jaanam

- Mir Jaun Mohammed (2018)


Jab aayi sham e gharibaaan... Bapaaa huaaa maatam...
Qayame shah se aati thii.. ek sadaa paighaamm.
Mai tumse karrrti hu waadaa.. aye mere pyaaare chachaaa... Mai tumse paani na mangungiii ab khudaa ki qasamm...
Abbas..abbaasss..ammu janam man aab namii qwhaa haan
Abbas abbaaass ammu janam....

Phat ta hai gham se seena.. mushkill hua hai jeenaaa..
Ehlee haram ka ayaaa kirdaab me safeena
Be aasraa hue hammm -2
Abbas abbas....

Dariyaa se jald aao... Gham se mujhe bachaao
Kab takk tamache khaaye.. ye ghamzada batao..
Koii nahi hai ham dam..-2
Abbas abbas

Kaano se qoon rawan hai.. lab par nere fugha haii...
Damann sulag raha haii sehraa dhua dhuaan haii .
Saari fiza hai barham.. -2
Abbas abbas...

Sarparr nahi hai chadar... Maidaan me jaake sarwarr...
Kyun loutke na aaye... Kuch too batao aakar ...
Hai be kasii ka aalamm.. -2
Abbas abbas...

Asghar ne teer khaya.. veeran kiya hai jhulaaa...
Baano ke dill pe ammu.. ye zaakhm hai kuch aisaa..
Jiskaa nahi hai marhamm.. -2
Abbas abbas...

Rassi gale me baandhii aadhaan ne kaske aisi..
Tumko bataun kaise ruktii hai saans merii...
Hoton pe agaya damm... -2
Abbas abbas

Dur chin gaye hamaree... Karzishm hai sitaare...
Roodan kya bayaan hoo...dill kisssko ab pukaare...
Hai be kasi ka mousamm...-2
Abbas abbas

Jaati hun suvee zinda... Sar hai phuphi ka uriyaaa...
Bewarison pa apni.. kunbaa hai sab pa giriyaa...
Aankhee hai sabki purnam... -2
Abbas abbas