Bimar Musafir
- Shabbir and Abbas Tejani (2008)
Bimar Musafir
(Sajad ka woh imteha(n)) x4
(Bimar musafir hay aur sham ka darbar) x2
(Sajad ka woh imteha(n)) x2
1. Hatho(n) me rassiya(n) aur pawo(n) me beriya(n)
Gir gir ke uth raha tha bimar natawa(n)
Gham-o-ranj se, jigar chaak tha
Lahu se bhara, woh poshaak tha
Gira(n) tok ka tha ghardan pe haar
(Sajad ka woh imteha(n)) x2
(Bimar musafir hay aur sham ka darbar) x2
(Sajad ka woh imteha(n)) x2
2. Kistarha lut gaya ye, bekas ka qafla
Beparda binte haider ne roke di sada,
Mera nawjawa(n), mera bezuba(n),
Mera bawafa, mera bhayi jaa(n)
Abhi sab hai neze pe sawaar
(Sajad ka woh imteha(n)) x2
(Bimar musafir hay aur sham ka darbar) x2
(Sajad ka woh imteha(n)) x2
3. Ankho(n) se khu(n) bahaya, ghayrat ke naam me
Beparda maye(n) behne bazaar shaam me
Tamashayi yu(n), rulaate raha
Sitam par sitam, woh dhaate rahe
Thi charo(n) taraf se pathhar ke waar
(Sajad ka woh imteha(n)) x2
(Bimar musafir hay aur sham ka darbar) x2
(Sajad ka woh imteha(n)) x2
4. Seene pe sone waali, girti thi khaak par
Bachi pe raham koi, khaaya nahi shimar
Rida chin gayi, chine baaliyaa(n)