Shabbir tera ye matam
- Shabbir and Abbas Tejani (2006)
Shabbir tera ye matam
(Ya hussain) x8
(Ye Matam, Ye matam, shabbir tera matam) x2
- Ta hashr rahenga jaari Ta hashr rehega qayam
- Ye farshe aza ye giriya ye majlis matam nawha,
- Hum matam karne waale hum nawha parhne waale,
- Ay munkire matam sunle matam se na rakh bezaari
- Zainab ne kiyaa ye matam jab shaam ke zindaano me,
- Zanjeer ka ye matam hai sajaad ke zanjeero(n) ka,
- Zehra ki tamana hai zainab ke liye pursa hai,
- Ye farshe aza ye giriya ye majlis matam nawha,
- Shabbir tera ye matam naslo me rahega baqi,
(Ye Matam, Ye matam, shabbir tera matam) x2
Ye ashko(n) ki barsaate ye khoon ka behta dariya
Hum karte rahe he payhum, hum karte rahege har dam
(Ye Matam, Ye matam, shabbir tera matam) x2
Beshak hai duwaaye zehra shabbir pa rone waale,
Ye ashk nahi hai waiz ye zakhmo(n) ka hai marhum
Shah Ast Hussain, Badhshah Ast Hussain, Dee(n) Ast Hussain, Dee(n) panah ast Hussain
Zehra ki amanat hai ye kar tu bhi amanatdaari
Milta hai naseebo(n) se ye zehra ke gharane ka gham
(Ye Matam, Ye matam, shabbir tera matam) x2
Lagta tha qayamat aayi kuffar ke aywaano me,
Choda so baras guzre hai(n), matam na huwa abtak kam
(Ye Matam, Ye matam, shabbir tera matam) x2
Mitsakta nahi hai matam shabbir tere bacho(n) ka,
Marsakta nahi ye matam, gar mar bhi jayege hum
(Ye Matam, Ye matam, shabbir tera matam) x2
Na sirf azaa khano me ye aag pe bhi hota hai
Rehta hai saro(n) par apne, abbas ali ka parcham
(Ye Matam, Ye matam, shabbir tera matam) x2
Ye ashko(n) ki barsaate ye khoon ka behta dariya
Hum karte rahe he payhum, hum karte rahege har dam
(Ye Matam, Ye matam, shabbir tera matam) x2
"Rehan" ibadat hai ye maula ki matamdaari,
Hum matam hi karte ho, ay kaash nikal jaaye dam
(Ye Matam, Ye matam, shabbir tera matam) x2
(Ya hussain) x8