Abbas Ibne shere khuda
- Shabbir and Abbas Tejani (2006)
Abbas Ibne shere khuda
(Abbas ibn-e-sher-e-khuda) x4
- mashko alam leke ghar se chalaa
- Zainab ne dam karke naade ali,
- Bacho(n) ke lab par khushi agayi,
- Ghazi ne saahil pe rakha qadam,
- Parcham hawa me jo urhne laga,
- Kehti thi bali sakina yahi,
- Lekin achanak ye kya hogaya,
- Ghazi jo zee(n) se zami(n) par ghira
- Sheh ki kamar gham se kham hogayi,
- "Rehan" manzar wo kaise likhu(n)
Abbas ibn-e-sher-e-khuda
(Abbas ibn-e-sher-e-khuda) x4
Apni rida bhayi par daaldi,
Dekar duwa ghar se rukhsat kiya
Abbas ibn-e-sher-e-khuda
(Abbas ibn-e-sher-e-khuda) x4
Kuchh der me tashnagi jayengi,
Darya ki janib chale hai chacha
Abbas ibn-e-sher-e-khuda
(Abbas ibn-e-sher-e-khuda) x4
Khakar sakina ke sar ki qasam,
Bharlunga is mashk me alqama
Abbas ibn-e-sher-e-khuda
(Abbas ibn-e-sher-e-khuda) x4
Zainab se bole shaahe karbala,
Bhayi palat aaye mango(n) duwa
Abbas ibn-e-sher-e-khuda
(Abbas ibn-e-sher-e-khuda) x4
Mera chacha hai bahadur jari,
Rokega kaise koi raasta
Abbas ibn-e-sher-e-khuda
(Abbas ibn-e-sher-e-khuda) x4
Ghazi ka parcham larazne lagaa,
Bedast hokar giraa bawafaa
Abbas ibn-e-sher-e-khuda
(Abbas ibn-e-sher-e-khuda) x4
Rokar Sakina se usne kaha
Sharminda Bali tera hai chacha
Abbas ibn-e-sher-e-khuda
(Abbas ibn-e-sher-e-khuda) x4
Taakat shahe dee(n) ki kam hogayi,
Lashakar ka sardaar maraa gayaa
Abbas ibn-e-sher-e-khuda
(Abbas ibn-e-sher-e-khuda) x4
Mere qalam se tapak ta hai khu(n)
Kehte the shabbir bhayi mera
Abbas ibn-e-sher-e-khuda
(Abbas ibn-e-sher-e-khuda) x4