Baba ko bulaati hai
- Shabbir and Abbas Tejani (2006)
Baba ko bulaati hai
(Baba ko bulaati hai, zindaa(n) mei Sakina) x2
- Bas ashk bahaati hai zindaa(n) me sakina,
- (Soti hai to sone bhi nahi dete sitamghar) x2
- (Kaano se lahu behta hai daman bhi jalaa hai) x2
- (Din me bhi ujaalo(n) se mulakat nahi hai) x2
- (Rone bhi nahi paayi wo baap ke laashe par) x2
- (Chehre pe tamacho(n) ke nishaa(n) kisko dikhaye) x2
- (Zindaa(n) ki deewarei(n) bhi, jinko na utha paaey) x2
- (Sar baba ka paaya to "rehan" wo boli) x2
- (Jab Banu uthane gayi, rokar wo pukaari) x2
- (Haaye khun bhare kurte mei, Sajjad usse dafnaya) x2
(Baba ko bulaati hai, zindaa(n) mei Sakina) x2
Nahi dete sitamghar
Amma ko batati hai zindaa(n) me sakina
(Baba ko bulaati hai, zindaa(n) mei Sakina) x2
Daman bhi jala hai
Roti hai rulaati hai zindaa(n) me sakina
(Baba ko bulaati hai, zindaa(n) mei Sakina) x2
Mulakat nahi hai
Nawha ye sunaati hai zindaa(n) me sakina
(Baba ko bulaati hai, zindaa(n) mei Sakina) x2
Wo baap ke lashe par
Ab sog manaati hai zindaa(n) me sakina
(Baba ko bulaati hai, zindaa(n) mei Sakina) x2
Nishaa(n) kisko dikhaaye
Ammu ko bulaati hai zindaa(n) me sakina
(Baba ko bulaati hai, zindaa(n) mei Sakina) x2
Jinko na utha paaey
Gham aise uthati hai zindaa(n) me sakina
(Baba ko bulaati hai, zindaa(n) mei Sakina) x2
"Rehan" wo boli
Ab jaan se jaati hai zindaa(n) me sakina
(Baba ko bulaati hai, zindaa(n) mei Sakina) x2
Rokar wo pukaari
Ab cheyn se soti hai, Zindaa(n) mei Sakina
Sajjad usse dafnaya
Ye haal mei soti hai, Zindaa(n) mei Sakina
(Baba ko bulaati hai, zindaa(n) mei Sakina) x2