Aaj bhi shabbir ko
- Shabbir and Abbas Tejani (2006)
Aaj bhi shabbir ko
(Shah ast hussain, badshaah ast hussain, dee(n) ast hussain, dee(n) panah ast hussain) x2
(Aaj bhi shabbir ko, rota hai ye saraa jahaan) x3 Aaj bhi shabbir ko
- (Teen din ki pyaas me shabbir ka wo imtihaan) x2
- (Samne darya tha lekin tashnalab asgher raha) x2
- (Hazrate abbas ke bazu kalam jab hogaye) x2
- (Sinaye akbar me barchi toot kar jab rehgayi) x2
- (Khoon me asgher naha kar sogaya maidan me) x2
- (Jab sare shabbir zindaa(n) me sakina ko milaa) x2
- (Yaad ajaata tha akbar madare akbar ko phir) x2
- (Tukre tukre hogaya kasim ka laasha dasht me) x2
- (Kal ghame shabbir me zainab ko na rone diya) x2
- (Hazrate "shabbir" ho ya hazrate "abbas" ho) x2
Sar zamine karbala roti thi roya aasmaan
(Aaj bhi shabbir ko, rota hai ye saraa jahaan) x2 Aaj bhi shabbir ko
Kehti thi bali sakina hai labo par meri jaan
(Aaj bhi shabbir ko, rota hai ye saraa jahaan) x2 Aaj bhi shabbir ko
Kehti thi zainab saro se uth gaya hai sayebaan
(Aaj bhi shabbir ko, rota hai ye saraa jahaan) x2 Aaj bhi shabbir ko
Kehte the imdaad ko jald aayiye ay baba jaan
(Aaj bhi shabbir ko, rota hai ye saraa jahaan) x2 Aaj bhi shabbir ko
Deyr tak rote rahe asgher pe sab teero kamaan
(Aaj bhi shabbir ko, rota hai ye saraa jahaan) x2 Aaj bhi shabbir ko
Roke dikhlane lagi rukh par tamaacho ke nishaan
(Aaj bhi shabbir ko, rota hai ye saraa jahaan) x2 Aaj bhi shabbir ko
Jab kabhi kaano me aajati thi awaaze azaan
(Aaj bhi shabbir ko, rota hai ye saraa jahaan) x2 Aaj bhi shabbir ko
Laash ke tukre uthate rehgaye shahe zamaan
(Aaj bhi shabbir ko, rota hai ye saraa jahaan) x2 Aaj bhi shabbir ko
Ro raha hai aaj maula aap ko saaraa jahaan
(Aaj bhi shabbir ko, rota hai ye saraa jahaan) x2 Aaj bhi shabbir ko
Degaye "Rehan" dine haq pe dono apni jaan