Qasim ke janaaze pe
- Shabbir and Abbas Tejani (2005)
Qasim ke janaaze pe
(Haaye Qasim, haay haay qasim, shahzada mera qasim) x2
(Qasim ke janaaze pe kya dard ka manzar hai) x3
- Roti hai phuphi uski, haaye roti hai phuphi uski, nawhaa kuna madar hai
- (Sab khu(n) me bharaa sehra poshaak darida hai) x2
- (Mehndi hai lahu wali nawhshaah ke haatho mei) x2
- (Tukre tha jigar jese ay maula hassan tera) x2
- (Maa kehti thi qasim ki ay laal kahaan jawu(n)) x2
- (Ik gathri me laate hai(n) shabbir ye kya ran se) x2
- (Behno ne kiya matam qasim ke janaaze par) x2
- (Shah kehte the ay qasim kyu(n) tuj ko ajal ayi) x2
- (Bikhra hai tera sehra jalti huwi reyti par) x2
- ("Rehan" zaraa socho laashe to bahattar hai(n)) x2
(Qasim ke janaaze pe kya dard ka manzar hai) x2
Pamaal badan saara, haaye pamaale badan saraa, aur khaak ka bistar hai
(Qasim ke janaaze pe kya dard ka manzar hai) x2
Saaye ke liye sar par, haaye saaye ke liye sar par, bas dhoop ki chadar hai
(Qasim ke janaaze pe kya dard ka manzar hai) x2
Tukro mei yahaa maula, haaye tukro me yahaa maula, waise tera dilbar hai
(Qasim ke janaaze pe kya dard ka manzar hai) x2
G(h)ayre huwe khaymo ko, haaye G(h)ayre huwe khaymo ko, kuffar ka lashkar hai
(Qasim ke janaaze pe kya dard ka manzar hai) x2
Awaaze falak ayi, haaye awaaze falak aayi, lakhte dile shabbar hai
(Qasim ke janaaze pe kya dard ka manzar hai) x2
Masroofe fughaa saari, haaye masroofe fugha saari, awlaade payambar hai
(Qasim ke janaaze pe kya dard ka manzar hai) x2
Sine me mere beta, haaye sine me mere beta, ik dard ka khanjar hai
(Qasim ke janaaze pe kya dard ka manzar hai) x2
Har phool ki ankho(n) me, haaye har phool ki ankho(n) me, ashko ka samandar hai
(Qasim ke janaaze pe kya dard ka manzar hai) x2
Rone ke liye tanha, haaye rone ke liye tanha, "Shabbir" ki khahar hai
(Qasim ke janaaze pe kya dard ka manzar hai) x2